choudharyneelam
Banned
Neelam ji Apake gaam main hoyi hai ke Deepender ke sagai??
Na ji...humara gaon..gaon kam, town jyada hai.....baaki main jis profeesion mein hoon wahan aise logon ka aana-jana laga rahta hai aur hume unse related logon ko deal karke hi hatey hain abhi abhi....maine hi deal kiya tha n they only provided me this info. ki Bhupendra Bhaisaab ka rishta pakka ho gaya hai....sagai se pahle ka pata hai