Delhi and ncr JAT meet.

bhai pura program ban ja tab bata diyo.........main bhi wait karu hoon......mera naam sabse pehle likh liyo yaar.......
09677245852 ye mera no. hai , kabhi bhi , kahi bhi, kisi bhi time call kar liyo.......most welcome
 
aur bhai kise ne yu doubt ho ki udde aa k karna k se......to bhai uska koi ilaaz koni,,,,,,,,,,,,udde aa k koi khas baat na karni aur na koi press wale aave, udde sare apni apni baat karenge, jankari banegi, friends banenge,
ek hoka jarur le liyo bhai..hahhahahahahaha

P.S: Sare bhaiyo ko ek sath dekh k jo khushi ka ehsaas hota hao vo dekhna chahte hain bhai.
 
Kitnek meeting attend kar li tane ...................desh ka sudhar tu e karega meeting kar k ..........baaki te fail ho liye !!!!

Priya hum meeting kuch sudharan khater ni enjoy karan khater kara han........
time aavega tab desh sudharne k liye bhi meeting kar lenge , tab tak aur bigdne is desh k logo ne....hahahahaha
 
Bhai eb tavle se aade list likh do kon kon aavega aur kitt aana se (sath me bus no. bhi likh diyo yaar, delhi me ye number ko bot galat kaam se)...
bhai agar kise ne nu lage ki udde aa k karage kya to vo abhi puch sakta hai......kade udd aa k bole ki bhai k kaam tha? hahhahahahahhaha
siple baat aur saaf baat se ki ya meeting enjoyment k liye hai na ki kisi kaam k maksaad se.........

bhai bedi peeniya apna 502 ka bundle sath le aaiyo.
peene wale jagadahri ka pawva sath le aaiyo.
baki kuch bachta ho to yaad kar liyo bhai.

P.S: bhai koshish karna is meeting k liye time nikalne ki.

Thanks in advance.
 
विकास भाई ,दिल्ली के चारुं ओड ने रेल की पटड़ीयाँ पे 'जाट मीट " होवण लागरी सें | जिस्से भी ले-ले एर समाज सेवा भी कर ले |
 
विकास भाई ,दिल्ली के चारुं ओड ने रेल की पटड़ीयाँ पे 'जाट मीट " होवण लागरी सें | जिस्से भी ले-ले एर समाज सेवा भी कर ले |
hahahhahahahaha sahi kahi bhai, per udde dande laagan ka dar se.......koi aur jagah he dekhni padegi.
 
bhai count me too ,fir to GHANA HE MAJA AWEGA ,TENSION KI KOI BAAT NAHI .

PRIYA JI YEH MEETING SAB JAATO KO AAK SAAT JODNE KAI LIYE HAI ,SUDHAR TO HUM KAR HE LEGE .

BAKI SAHAYD SHAMLI KAI GHATWALE (MALIK KHAP )PURE SUDHAR KAR CHUKE HAI SHAMLI MAI ,ISLIE UNNE JARURAT NAHI HAI AUR SUDHAR KARNE KI ......................

HA HA JUST A JOKE ,DONT TAKE IT ON HEART .
 
Last edited:
Bina bulaye rah koni panda ke?

भाई दिन,बखत अर थां धर केंए बुलाये जांदे होंगे | मीट का मतलब तो मेला हो स जुकर सारे कट्ठे हो के आवें \ एक्ला बन्दा तो कददे फेट ले किस्से ने भी |
 
BTW When will be the meet. Is there any date fixed by now. I am in Delhi for the time being. I would like to meet up our community in Delhi & NCR.
 
BTW When will be the meet. Is there any date fixed by now. I am in Delhi for the time being. I would like to meet up our community in Delhi & NCR.

क्यूँ दुखी होर्या स भाई किम्मे मीट-माट ना होनी ,ऊँ -ए खामखां आड़े छापे जाँ सें |
 
Back
Top