rksehrawat
New member
Ek dost shahar main makan bana raha tha. Harek bedroom ke sath attach bath tha. Ek din gam tai uska babu makan dekhan aaga. Ladka makan dikhane laga, babu yo bed room sai aur you bath room sai, yo bed room sai ar yo bath room sai, yo teesra bedroom aur yo bathroom, boodha chho main aaga aur bola, "aare nu bata bathroom ke alawa bi karoge kai bathroom main ye bathe rahoge, yo ke ghar banaya sai. Jo kam khenta main kar sak sai uski tanhi tane itni jagah ar eent kharab kar di".