Dil ke kissi konne se

Status
Not open for further replies.
betaal said:
Kal ke tarah aaj hum phir aaayee
hum is thread ke mukam par
dekh lo loggon
aaj bhi dev dhaiya aur sheoran sahab
yaaah dera daal kar bhete huoon heeen
laila ka shaq theek he nikala
laila nee ineee kuoon chodda
aaj iska saboot
yeh donoo aashiq khud he
dee chukeee haeen.:D



Ow bhai Bheirav dhikhe tu vaishno mata nei te maff kar diya tha par je hadde mhari dil tein honn aali shyayri mei teemlle todde na te bhai hum mwaff nahin karangge.Ha...ha...ha..ha. Tera bhi thodda choon mei noon kesa hisab theek se par. Lagge raho bhai. Meri Lailla theek se........bohot rajji.....theek. Byah ke sarre geet sachche huya karein ke? Arr jo kuchh likhna ho uski kalli thheek thhyak jodd liya kar bhai....mere yaar allu ki sabji mein meththi ka chhonk matt laya kar. Wish you all the best though. Enjoy yourself bhai.
 
Last edited:
Log kehte hein ki pyar andhha hota hei
Mujhe lagta hei pyar karne wala bandda andhha hota hei
Na kare pyar aur na ho ruswai
Dekho tumhein pyar karke hamne apni kya halat hei banai.

--------------------------------------------------------

Madhhyamm-madhhayamm hawa chali aaj unki hum ko yaad aai
Preshan huwa, dil taddaff uthha,naddan badda ye saudai.
 
Last edited by a moderator:
devdahiya said:
Log kehte hein ki pyar andhha hota hei
Mujhe lagta hei pyar karne wala bandda andhha hota hei
Na kare pyar aur na ho ruswai
Dekho tumhein pyar karke hamne apni kya halat hei banai.
ab chalakti hue aankahoon se ye manjar nahi dekhey jatey
hotey they un haathon mein gulaab wahan khanjer nahi dekhey jatey
 
downtoearth said:
ab chalakti hue aankahoon se ye manjar nahi dekhey jatey
hotey they un haathon mein gulaab wahan khanjer nahi dekhey jatey

Jo khanjjar dil ke paar huwa,wo hissa banne kahani ka
Bhalla unhee koi kaisse lath-path hotta,purri bhari jawaani mei.

----------------------------------------------------------------

Ye khanjjar hi hei jo kar deta dil ke tukdde Hazzarron
Lekin phir bhi waffa kare ye,Nahin bechata bazaron.
 
Last edited by a moderator:
Suna Hai Asar Hota Hai Baaton Mein
Tum Chahe Bhul Jaana Do-char Mulaqato Mein
Par Humse Ruth Kar Jaoege Kanah
Tumhari Dosti Ki Lakiren Hai In Haathon Mein
 
Apne Jalwe Ko Hamesha Barkrar Rakhna
Sabki Nazar Se Hataakar Rakhna
Kabhi Bhi Aa Sakta Hai Paigaam Hamara
Apne Dil Mein Jagah Banakar Rakhna
 
anildabas1701 said:
Suna Hai Asar Hota Hai Baaton Mein
Tum Chahe Bhul Jaana Do-char Mulaqato Mein
Par Humse Ruth Kar Jaoege Kanah
Tumhari Dosti Ki Lakiren Hai In Haathon Mein



ND SAUDDA BHAI...lagge raho...!



Ban-na aur bigaddna to ian rekhawon kai aadatt hei
Dhokka de kar chall lena bhi baddi bhyanak laanat hei.
 
devdahiya said:
Ye khanjjar hi hei jo kar deta dil ke tukdde Hazzarron
Lekin phir bhi waffa kare ye,Nahin bechata bazaron.
jala detey hain log shamma par jab kamrey mein saaf ujala hotta hai
dast ey khanjar nahi janta key zamin pe pada rang ey khoon kala hotta hai
 
Fir Na Simtegi Agar Dosti Bikhar Jaaegi
Jindgee Julaf Nahi Jo Fhir Se Sawar Jaaegi
Jo Khushi De Tumhe Tham Lo Daman Uska
Jindgee Rokar Nahi Hans Ke Gujar Jaaegi
 
anildabas1701 said:
Gul Ne Gulshan Se Gulfaam Bheja Hai
Humne Dahiya Sahab Aur Rupendra Sheron Bhai Ko Salam Bheja Hai

Tumhara salaam sirr aankhon par,tu letta ja duwa meri
Hum puchheingge khudda se ki,Khush haal rhe ye jinddagi teri.



anildabas1701 said:
Fir Na Simtegi Agar Dosti Bikhar Jaaegi
Jindgee Julaf Nahi Jo Fhir Se Sawar Jaaegi
Jo Khushi De Tumhe Tham Lo Daman Uska
Jindgee Rokar Nahi Hans Ke Gujar Jaaegi

Great stuff dear...!~!


Jab aati yaad hei unki, Hum rote hein na hanste hein
Kyunki mere aanssu to jeher se bhi saste hein.
 
Last edited by a moderator:
Tumhara salaam sirr aankhon par,tu letta ja duwa meri
Hum puchheingge khudda se ki,Khush haal rhe ye jinddagi teri.[/quote]


AAP KI DUWA KA ASAR AUR NIRMA SUPER
ITS ONLY JOKE, DAHIYA JI THANKS FOR "DUWA"
 
anildabas1701 said:
Tumhara salaam sirr aankhon par,tu letta ja duwa meri
Hum puchheingge khudda se ki,Khush haal rhe ye jinddagi teri.


AAP KI DUWA KA ASAR AUR NIRMA SUPER
ITS ONLY JOKE, DAHIYA JI THANKS FOR "DUWA"[/QUOTE]



Bhai Anil Welcome ! God bless ! Pour more...keep it up!
 
Jo Bole Woh Dosti Chup Rahe Woh Pyar
Milaye Woh Dosti Juda Kare Woh Pyar
Hansye Woh Dosti Rulaye Woh Pyar
Phir Bhi Sabhi Dosti Chhod Kyon Karte Hai Pyar
-----------------------------------------------

Yaad Karte Hain Yaroon Ko
Yaadon Se Dil Bhar Aata Hai
Kabhi Saath Jiya Karte The Sab
Aaj Milne Ko Dil Taras Jaata Hai
-----------------------------------------------

kahi Unkahi Baaton Ki Ada Hai Dosti
har Ranjogam Ki Dawa Hai Dosti
zameen Par Kami Hai Poojne Waloon Ki
warna
zameen Par Khuda Hai Dosti
----------------------------------------------

har Dil Mein Ek Tiis Hua Karti Hai
har Tiis Ek Raaz Kaha Karti Hai
tajmahal Banwane Ka Honsla Har Kisi Mein Nahi
par Har Dil Mein Ek Mumtaz Raha Karti Hai
 
Last edited by a moderator:
anildabas1701 said:
kahi Unkahi Baaton Ki Ada Hai Dosti
har Ranjogam Ki Dawa Hai Dosti
zameen Par Kami Hai Poojne Waloon Ki
warna
zameen Par Khuda Hai Dosti




Subanallah-2 good one !


Maja aa gya bhai..............Zameen par khudda hei dosti................
 
devdahiya said:
Subanallah-2 good one !


Maja aa gya bhai..............Zameen par khudda hei dosti................

MAUT KE BAAD YAAD AA RAHA HAI KOI
MITTI MERI KABAR SE CHURA RAHA HAI KOI
AE KHUDA DO PAL KI ZINDGEE DE DE
MERI KABAR SE UDAS JA RAHA HAI KOI
 
anildabas1701 said:
MAUT KE BAAD YAAD AA RAHA HAI KOI
MITTI MERI KABAR SE CHURA RAHA HAI KOI
AE KHUDA DO PAL KI ZINDGEE DE DE
MERI KABAR SE UDAS JA RAHA HAI KOI



Aaissi banana kabbar meri,ki koi wahan na ja paye
Kahin aissa na ho ki wo bewaffa wahan aa kar...ahsaan framossi kar jaye.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top