devdahiya said:Hamari vaffa mei hi koi dosh hoga ke wo kinara kar gaye
Warna to khudda nei bhi kabhi na nahi ki kissi cheez ke liye.
vijay said:Hum unse sirf wafa ki umeed karte hain
Unhe nahi maloom wafa cheez kya hai.
anildabas1701 said:naram Palko Ke Saye Me Chupa Le Tumko
ji Karta Hai Iss Janah Se Chura Le Tumko
hai Khauf Ki Reh Na Jaye Tanha Saanse
bachi Sanso Ki Khushbu Me Basa Le Tumko
anildabas1701 said:nasha Hum Karte Hai, Ilzaam Sharab Pe Aata Hai
kasoor Sharab Ka Nahi Unka Hai,
jinka Chera Humein Her Jaam Mein Nazar Aata Hai
anildabas1701 said:hum To Yunhi Bekhudi Mein Keh Baithe
ke Humhe Koi Yaad Nahi Karte
jiska Ho dev Dahiya Jaisa Uncle,
woh Kabhi Khuda Se Far5iyad Nahi Karta
devdahiya said:Jab wo gaye thhe jindaggi se, harr taraf ruswaiyan thi
Kuchh yaar mujh ko mil gaye to karvan chalta raha.
devdahiya said:Nasha unki nazzron ka aissa ke katleaam hota hei
Sharaab kya hei unke aage,Meikhana tapp-2 rotta hei.
anildabas1701 said:GUZRA WUQT JAB BHI DIL KI DAASTAN SUNAYEGA
TUMKO BHI EK SAKS YAAD AAYEGA
GAUR SE DEKHNA ZINDGEE KE PANNON KO
KAHIN NA KAHIN TO HUMHARA BHI NAAM NAZAR AYEGA
devdahiya said:Agar bastiyaan bass bhi jayein Shyayron ke liye
Wo to unmein rehne se rahe.
Kyunki unko hei passand ekkant aur shanti
Wo iss bheedd bharri duniyan mei kisko naseeb.
vijay said:Nice Dev Sir,
Shayar aur ghar ?
Ek muddat ho gai aapke liye ghar chode hue
Ab aap kahten hai ki ghar kyon nahi jaate.
vijay ,,bahut khoobvijay said:Nice Dev Sir,
Shayar aur ghar ?
Ek muddat ho gai aapke liye ghar chode hue
Ab aap kahten hai ki ghar kyon nahi jaate.
downtoearth said:vijay ,,bahut khoob
jis tarah ki hai deewar ,ye dar jaisa bhi hai
sar chuppane ko mayyasar to hai jaisa bhi hai
vijay said:Unse mat poochiye ab kidhar jayenge
Kahenge thak gaye hain apne ghar jayenge
Kum se kam unka ek thikana to hai
Jinka ghar hi nahi woh kidhar jayenge.
devdahiya said:KHOOBSURRAT BHAI.
Hum bhi ghar mei thhe,aur tha ek thhikkana bhi hamara
Lekin be-dardi se kuchal dalla ussne wo aassiyan hamara.
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.