Zindagi se ulajhana chod de,
Zindagi khud hi sulajh jayegi,
Use bhulane ki koshish mat kar,
Vo apneaap hi bhool jayegi
Dil ko kisi kee yaad se, khali na kijiye,
aaseb rahane lagte hai,khaali makan mein
*aaseb= ghosts
Mere marne ke baad,
Aur jalane se pahle,
Mere dil ko nikaal lena yaron,
Kahi vo bhi na jal jayein,
Jo mere dil mein rahte hain.
Tum mujhe bhool bhi jao,
Iska haq hai tumhe,
Meri baat aur hai,
Maine to mohabbat ki hai.
Zindagi khud hi sulajh jayegi,
Use bhulane ki koshish mat kar,
Vo apneaap hi bhool jayegi
Dil ko kisi kee yaad se, khali na kijiye,
aaseb rahane lagte hai,khaali makan mein
*aaseb= ghosts
Mere marne ke baad,
Aur jalane se pahle,
Mere dil ko nikaal lena yaron,
Kahi vo bhi na jal jayein,
Jo mere dil mein rahte hain.
Tum mujhe bhool bhi jao,
Iska haq hai tumhe,
Meri baat aur hai,
Maine to mohabbat ki hai.