ek baar ki baat hai do sardar maan lo santa aur banta jaise hum mante hai doodh ki kimat X rs. aise hi.
haa to dono santa aur banta london mein do manjili bus mein chad ge. pehla santa neche beth gaya aur banta galti se upper to kya hua
jab woh dono neeche uttre to sante ne dekha ki bante ke baal khule hue pasine pasine aur aur saana chadee hue to sante ne poocha bhai bante is baar akele tere saath yeh kya hua mein to theek hu
banta boola tere saath kaise hoga tu to driver wali bas mein tha meri upper wali bas mein to driver hi nahi tha