Dont read this

Status
Not open for further replies.

rajesh.lathwal

New member
Main kal ja raha tha.
ke meri chappal toot gai
ab chappal to moochi seeta hai
seeta to darzi bhi hai
darzi to kapray seeta hai
kapray to rangeen hotay hain
rangeen to lota bhi hota hai
lota to bathroom main hota hai
bathroom main to nal bhi hota hai
nal to lohay ka hota hai
lohay ki to istiri bi hoti hai
istri to garam hoti hai
garam to Halwa bhi hota hai
Halwa to peela hota hai
peela to chooza bhi hota hai
chooza to anday main se nikalta hai
anda to sufaid hota hai
sufaid to doodh bhi hota hai
doodh to bhains daity hai
bhains to kaali hoti hai
kaala to bangali bhi hota hai
bangali to paan khata hai
paan to laal hota hai
laal to gulab main bhi hota hai
gulaab main to kantay hotay hain
kantain to machli main bhi hotay hain
machli to cute hoti hai
cute to Bander bhi hota hai
bander to insaan hotay hain
insaan bander nahe hotay
bander Bewaqoof hotay hain
jaisay k mein
jo ye per raha hoon...



bye
 
:) :) :) :) :) :) :) :) :)

good one lathwal ji .....wordo ka composition bahut he achha kiya he......ishhe tarah lage raho ...



and feel free to post thread here...........



____Deepak Dahiya____
*****Jai Mata Di*****
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top