reenakhatri
New member
Jhandu ne kade bhi uutt koni dekhya tha. Ek be wo apne dost ghughu dhore us k gaam main gaya , Uude uutt dekh k us ka jee us pe baithan ne karan lagya, Ghughu ne jhandu uutt ki peeth pe bitha diya aur bolya chokas betha rahiye . Jab uutt aage te uthya jhandu ne uutt kaas k pakad liya, aur jab pache te uuthya te jhandu ne dheela chood diya aur dharti pe pad gya. Ghaughu bolya mane kahi thi ek chookas beitha rhaiye, Jahndu bolya main te chookas e beithya tha par mane k bera tha ak uutt donu paasya te uth jaya kare sei!