Dream Sequence

Status
Not open for further replies.

pjat_007

New member
Tumko dekha to ek khyal aaya !!
Tumko dekha to ek khyal aaya !!!!!!
Tumhari saheli ko dekha to dusra khyal aaya!!!!!!

bhayon agar tisra khyal aaye kisi ko dekh kar to batana....

Ram ram sa.

( Usake babu(father) ko dekha to mujhe tisara khyal aaya.... aap batana aapko kab tisara khyal aaya)


P Jat
 
Bhai Prahlad,

Jab usne byah kai gharan le aya phir to roj ek naya khayal aya par ek bhi khayal achha konya aya. Han ek khayal kai bar aya ki usne dekh kai woh pahla khayal hi kyun aya. ha...ha.. ha..
 
Kitani tarif karun.......

hahahahaha....
gr8 Sehrawat ji...... bahut aachha likha apne..


Ab phir dua karta hun ki ek our khyal aa jaye...
jyada nahi to 8-10 mahino ke liye hi meri bibi apne mayeke chale jaye...

Phir na kisi ko dekh kar koi khyal dil me launga......
agar phir bhi aaya koi khyal to apne kisis dushamaan par voh aajamaunga...

P Jat ( Perfection, Justice And Truth )





ramksehrawat said:
Bhai Prahlad,

Jab usne byah kai gharan le aya phir to roj ek naya khayal aya par ek bhi khayal achha konya aya. Han ek khayal kai bar aya ki usne dekh kai woh pahla khayal hi kyun aya. ha...ha.. ha..
 
Prahlad Bhai,

Bibi maike chali gayi to dil papi phir machal jayega
Pichhle khyalon ne ye din dikhaye, agla na jane kya dikhayega.
Phir ab to ghao khane ki aadat pad gayi hai
woh bhi chale gaye to jakhmon ko namak kon dikhayega

Isliye bhai usne gharan ye padi rahan de, kam tai kam, aap roti na poni padangi, bhande tai na manjne padange.

Jahan tak dushmano ki baat hain to:

Yehi dua karta hain ki aisi saja to kisi dushman ko bhi na mile
Hamari hodo yaar, khuda kare dushman ke ghar das barah phool khilen.
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top