Aaapka case kaccha tha
aapne kisi ka naam bhi nai liya...yaha pe sab hai...banned member ki mail bhi sab facts and ofcourse they cant supress it anymore...can they?aur abb tak Ajay Verma ko ban kyu nai kiya gaya jisne itna vaahiyat comments likhe the aurato ke baare me?




Deepika ji vahi sab discussion to hua tha ki reason bataya jaye kisi bhi member ko banne karne ka. Aur output nikla ki nahi bata sakte.
To aab aapko kya lagta hai ki aab vo reason batayenge.![]()