ek aur tau

Status
Not open for further replies.

narwal

New member
aap sab ne to bera hoga ak gaon mein mama biyah main modde(sehra) le ke jaaya karein bhanje(sister's son) ki khaatar. Te ek baar, ek tau modde le ke gaam mein jaa rha tha... ar thodi si door, kuch oot(naughty) baalak baithe the.
Ek doosre te bolya.. dekh eeb kisa maja aavega, ar tau te bolya ak "Tau, mere ghara jaave sai ke??"
Tau bhi kunsa suddha tha... usne ek dum woh modde apne sar par dhara ar bolya... Haan bhai, kunsa bolya tha,.... chal manne apne ghara le chaal!



:D :) kilkiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii:) :D
 
bhaai//kati guddar paad sauda...
ji saa aa gaya...bhaai kit te laaya se isse aandi aandi...
kati ghee ghhaal diya...
chaale paad diye narwal saab...
 
chhikara saab jhajar main kaha te ho? apne susradiye bhi basicaly jhajar te hai,but now residing in rohtak.baaki chutkule to bhai yada australia main itne banawe hai ki tum thuk jaoge padte-2.hamne u he kam hai bhai.
 
balkon ne pata na tha ek yo tau hai.... chale the tau se panga lene ke liye
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top