Ek Haathi or Kidi ki Prem kahani :-D

  • Thread starter Thread starter uday
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
U

uday

Guest
Ek Haathi or kidi main pyar ho gaya. Dono DATE per chale gaye…

Fir Haathi ne kidi ki aankhoon main aankh dal kar BATAO kya kaha ??

--- ---- ---- --
Socho.. :-) :-D
 
us ne kaha (wo bhi gana ga ke)
"mein suraj tu chadrawal , maahri jodi thaath ki ....... ...so on and so forth"
 
Haathi ne kidi ki aankhoon main aankh dal kar or payaar se Muskuraakar kaha
Jaaneyman

"SIZE REALLY MATTERS"
heheheeeeeeeeeee
 
Usne kaha hoga:

Mujhe ye rishta aage badhane mein koi problem nahin hai par agar mujhe chheenk aa gayi to mein tumhe kahan se dhoond kar laoonga.
 
Ha..Ha.. Dear All...Thanks for your responses.. All answers are really nice & cute :-D :-) .....

Haathi ne Kidi se kaha:- Janeman! Main teri patli kamar pe Fida :-) :-D
 
hahahahuhuhuheheheheeeee Fir to uday ji aap ko puchna chaheye tha ke haathi na kidi ki kamar ko dekh kar kaya kaha?
Bahut Badhia or aan do.........
 
amar0974 said:
hahahahuhuhuheheheheeeee Fir to uday ji aap ko puchna chaheye tha ke haathi na kidi ki kamar ko dekh kar kaya kaha?
Bahut Badhia or aan do.........

Patli kamar ko dekh kar Hathi ne keha hoga... " Janeman : how do you maintain it "..:)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top