Ek inspiring Sher……Jit

Status
Not open for further replies.

cooljat

New member
Arz kiya hai…
Chahe tum jitney bhi jod lo jeevan mein here-moti,
Bus yeh baat tum hamesa yaad rakhna kafan mein jeb nahin hoti!!

Rock on,
Jit.
 
A person has to think for children too .....

Bhai Sahab,

Sirf apne liye hi agar sochte, to aapke parents aapko apne se better life style nahin de paate !

bachhon ke liye sab karte hain...... aap bhi karoge ......jo bhi possible hoga......
 
Arz kiya hai…

Cool....achha hai
cooljat said:
Arz kiya hai…
Chahe tum jitney bhi jod lo jeevan mein here-moti,
Bus yeh baat tum hamesa yaad rakhna kafan mein jeb nahin hoti!!

Rock on,
Jit.
 
aji! Beniwalsaab,
u took this sher in diffrent way,
yeh sher to un kanjoosh makhichoosh baniya type logoon ke liye lago hota hai jo paison ko naa to khud kaam mein lete hein, naa hi woh kisi aur ke kaam aane dete hain, woh to bus unhe dekh dekh kar hi khush hote rehte hein.
thanks!

rock on,
Jit

gary said:

Back
Top