'Ek Mushkil sa swaal'

Status
Not open for further replies.

shailendra

New member
Ek baar ek Schoolan ka inspector gaon ke school mein aaya aer saare balkaan se bolya ke bhai batao ke wo unte sirf ek mushkil sa swaal boojhe, ke do aasaan se swaal?

Ek ghnaa badmaash chora, jo soochne mein kaafi taez bhi tha wa turant khada hokar bolya,"Ji, sirf ek mushkil swaal he boojh lo!"
To phir School Inspector bolya,"Achcha batao, wa koonsi jagha thee jhaan duniya ke phele manas ne janam liya tha???"

"Ji Rohtak ke Medical ke Aspataal mein!" Choora bina palak jhapke bolya.

Baukhalaya Inspector bolya," Per Bhai wa kaise?... tanne kis tarah te bera?"

"Na ji na!", Choora muskraate hue bola,"Koi bhi doosra swaal mannya boojho!"
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top