ek sher

Status
Not open for further replies.

jat_somveer

New member
jala ghar mera bacha hi kya hai,
agar kuchh bach bhi gaya to samajho jala hi kya hai !
apne haathon se likhni hai takdeer yaaro,
warna haathon ki in lakiron me rakha hi kya hai !!

sabhi ke liye

mast raho
 
Wah! Wah! Kaya Baat Kahi Ha Dalal Saab
ek meri taraf se bhey isey category ka mulayja farmaye......

Jindgi na bulaya to Chaley Aaye!
Maut Aayegi to Chaley Jayengey!!
Magar Jindgi Kuch iss Tarha se je Jayengey!
Ke Markar bhey Duniya Walon ko Yaad Aayengey!

Laagey Raho............

Somveer Dalal (Feb 16, 2004 07:14 a.m.):

Amardeep Bazaad (Feb 19, 2004 05:53 a.m.):

bhai amardeep,

kati sahi baat kahi hai aapne apne is sher me...

ar bhai bahut badhiya...........

mera sher badhiya laagya iske liye dhanyawaad.

aapne nahle pe dahla maar diya
 
Somveer Dalal (Feb 16, 2004 07:14 a.m.):
jala ghar mera bacha hi kya hai,
agar kuchh bach bhi gaya to samajho jala hi kya hai !
apne haathon se likhni hai takdeer yaaro,
warna haathon ki in lakiron me rakha hi kya hai !!

sabhi ke liye

mast raho

Masallah...bahut khoob....

Rajendra
 
Amardeep Bazaad (Feb 19, 2004 05:53 a.m.):
Wah! Wah! Kaya Baat Kahi Ha Dalal Saab
ek meri taraf se bhey isey category ka mulayja farmaye......

Jindgi na bulaya to Chaley Aaye!
Maut Aayegi to Chaley Jayengey!!
Magar Jindgi Kuch iss Tarha se je Jayengey!
Ke Markar bhey Duniya Walon ko Yaad Aayengey!

Laagey Raho............

.........

Wah bhai wah...bahut khoob... jindgi jeene ka maja hi isme hai.....hamari taraf se bhi kuch sher bas zindgi ke oopar.....

1. Zindgi ko jiya hai humne, sharab samajh kar
e saaki ek piala ur pila de, hume es sharab ka

2. e maut chalna saath mere tu, milakar kandhe se kandha
Fir dekhna mujhe, rond daalunga zindgi ko kadmo tale upne..

3. Zindgi wo bahar hai
jisme thora karar hai
jisme thora piar hai
jisme thora intzaar hai

zindagi pal bhar ka khwab hai
janm uska sawal or maut jawab hai.

wah kya baat hai rajender ji aur benaam bhai...

kati chaala paad diya

bahut badhiya
 
this is too gud...
Somveer Dalal (Feb 16, 2004 07:14 a.m.):
jala ghar mera bacha hi kya hai,
agar kuchh bach bhi gaya to samajho jala hi kya hai !
apne haathon se likhni hai takdeer yaaro,
warna haathon ki in lakiron me rakha hi kya hai !!

sabhi ke liye

mast raho
 
zindagi pal bhar ka khwab hai
janm uska sawal or maut jawab hai.

Wah! Bhai benaam bahut badhia, laagey raho....
Dalal Saab & Rajender ji, Or aan do....
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top