ESE GAM KA NAAM BATAO

Status
Not open for further replies.

jogi

New member
bhaiyo,
ye sirf unke liye hain jinko haryana aur delhi ke gamo (villages) ke naam pata hain!!!!!!!!!!
chech ur knowledge...

1) ese gam ka naam batao jiska naam sunkah karele khan nah ji karah?

socho socho

2) ese gam ka naam batao jiska naam sunkah muh me pani aaja?

socho socho

3) ese gam ka naam batao jiska naam sunkah bahut bhundi sarhandh (stinky feeling) aaja?

socho socho

4) ese gam ka naam batao jiska naam sunkah shayari karan nah ji karah?

socho socho

5) ese gam ka naam batao jiska naam sunkah jhod me gutki laan nah ji karah?

socho socho

6) ese gam ka naam batao jiska naam sunkah kiske chugli karan nah ji karah?

socho socho

kar li knowledge check...

karo

scroll down...
.
.
.

scroll down...
.
.
.

scroll down..
.
.
.
chalo bahi bata de

answers
1) karala, in delhi
2) ghewra, in delhi
3) badhrhan, in sonepat, HR
4) farmana, in sonepat, HR
5) mundka, in delhi
6) ulhana, in rohtak

hahahahahahahah
 
Most original piece of JAT humour on the site....good piece
 
bhai tannai jawab bhi khud bta diye ..!!! thode din na batawaie to aur bhai bhi dimag bhidawaie... pr post badhiya sai...

1. eb ese gaam ka nam bhi bta de jiske nam mai kudka sa hota ho.....???

2. ese gaam ka nam bta jiska nam sunkai namaz padhan nai ji sa karta ho.....???

3.ese gaam ka nam bhi bta de jiska nam sunkai udan (fly) ka ji sa krta ho.....????
 
harvinder bhai sahab theek hain...
aapke answers main soch raha hu...tab tak...

ese gam ka naam batao jiska naam sunkah chhatri odhan nah ji karta ho....
 
ek do mahri taraf se bhi
esee gaam ka naam batao jisne sunte hi machrdani yaad aa jave
esse gaam ka naam batlao jisne bolte hue saram aatti ho ya jo kahne ke layak hi na ho
 
1> Machrrolli

Virender Singh Narwal (Oct 20, 2003 09:25 a.m.):
ek do mahri taraf se bhi
esee gaam ka naam batao jisne sunte hi machrdani yaad aa jave
esse gaam ka naam batlao jisne bolte hue saram aatti ho ya jo kahne ke layak hi na ho
 
answer 2) diwana, panipat

Virender Singh Narwal (Oct 20, 2003 09:25 a.m.):
ek do mahri taraf se bhi
esee gaam ka naam batao jisne sunte hi machrdani yaad aa jave
esse gaam ka naam batlao jisne bolte hue saram aatti ho ya jo kahne ke layak hi na ho
 
answer 2...chamariya

Virender Singh Narwal (Oct 20, 2003 09:25 a.m.):
ek do mahri taraf se bhi
esee gaam ka naam batao jisne sunte hi machrdani yaad aa jave
esse gaam ka naam batlao jisne bolte hue saram aatti ho ya jo kahne ke layak hi na ho
 
1. eb ese gaam ka nam bhi bta de jiske nam mai kudka sa hota ho.....???

2. ese gaam ka nam bta jiska nam sunkai namaz padhan nai ji sa karta ho.....???

3.ese gaam ka nam bhi bta de jiska nam sunkai udan (fly) ka ji sa krta ho.....????[/quote]

Shayad..............

1) Khubadu (khubaru)

2) Mohammabad.

3) Bhaproda
 
ashok bhai sahab,
number 2 ka jawab mohmadpur bhi theek hain

Ashok Kumar Dabas (Oct 21, 2003 10:03 a.m.):
1. eb ese gaam ka nam bhi bta de jiske nam mai kudka sa hota ho.....???

2. ese gaam ka nam bta jiska nam sunkai namaz padhan nai ji sa karta ho.....???

3.ese gaam ka nam bhi bta de jiska nam sunkai udan (fly) ka ji sa krta ho.....????

Shayad..............

1) Khubadu (khubaru)

2) Mohammabad.

3) Bhaproda[/quote]
 
Tau tere sawal ka jawab...

Q.1 esee gaam ka naam batao jisne sunte hi machrdani yaad aa jave
Ans. Machhrolly...
Q.2 esse gaam ka naam batlao jisne bolte hue saram aatti ho ya jo kahne ke layak hi na
Ans. GULHA CHIKA ( in Kaithal)
 
ye hai Mere sawalo ke mere hisab se shi jawab..
jisme se ek to dudee sahab nai bhi thik btaya sai..

Q-1. eb ese gaam ka nam bhi bta de jiske nam mai kudka sa hota ho.....
Ans. KHADKHDA
Q-2. ese gaam ka nam bta jiska nam sunkai namaz padhan nai ji sa karta ho.....
Ans. MADINA (Teh. Maham)

Q-3.ese gaam ka nam bhi bta de jiska nam sunkai udan (fly) ka ji sa krta ho.....
Ans. JAHAZGARH
 
Exactly, there can not be a better answer, Dist Jajhar...

Uday Dahiya (Oct 20, 2003 10:38 a.m.):
1> Machrrolli

Virender Singh Narwal (Oct 20, 2003 09:25 a.m.):
ek do mahri taraf se bhi
esee gaam ka naam batao jisne sunte hi machrdani yaad aa jave
esse gaam ka naam batlao jisne bolte hue saram aatti ho ya jo kahne ke layak hi na ho
 
Uncle Jee,

Pahla to Dudhwa.....(Chirya Dudhwa)
Doosra...May be Rewari......

Dharmpal Singh Dudee (Oct 21, 2003 11:31 a.m.):
PER BHAI UDAN SY Pahaly
MUH MEETHA KARLAO- KONAS GAM ha ?1
DUDH PI JAO ?-2
REAWADI KA LO- 3
 
thanks harvinder bhai sahab,
manah tah koi idea nahi ho raha tha!!!!!!
great!!!!

Harvinder Malik (Oct 21, 2003 04:39 p.m.):

Back
Top