fattu ka sissa

Status
Not open for further replies.

anoopsingh

New member
bhaiyon baat un dina ki se,jab sisse ghane na hoya karte.ek be sehar se fettu sissa le aaya,te bhateri ne fattu pe shak ho gaya ke,bera ni fattu kamre ke bhitar kiwar bedh ke itni-itni der ke karta rehve se.is baat pe dono mein ghana kasoota jhagra ho gaya.to bhateri ne socha,aaj te mein pata la ke rehoongi ke is kamre ke bhitar ke choopa rakha se,vo kamre mein goosi to samne rakhe sisse mein apne ne dekh ke jor se chillayi,haye ram,mein to kate hi loot li,doosri aurat le aaya mera fattu.
 
bawali gaam ka hota teh jarur bata saku tha !

jitendershooda said:
Bhai itni bawli ke rahe rahi hein aajkal ....haan par ek gaam mein pa sake hein .... batave te jana ... :D
bawli gaam ka hota teh jarur bata saku tha !
:D :D :D :D :p :p :D :D :D :
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Back
Top