fattu ka zoology test

Status
Not open for further replies.

misguidedyouth

New member
ek baar fattu zoology ka parcha den gaya..... parche mein char khane thay ar chraun khana mein char nayre nayre pakshiyan ki tangan ki fotu thi, na panje dikhen the na gaath.... fattu ne ghana dimag lagaya per pakshiyan ki pichan na kar paya.... choo mein aa ke fattu ne parcha master ki mez pe phank diya.

master bolya "arey tu parcha biech mei chor ke ja se..... kiska se tu, ke naam se tera?"

fattu ne apna pajma uper thaya ar bolya "tu bata ni ke naam se mera"
 
Hahaha...........Haan Theek ka ta Fattu isa a Tagra BATAAU sa ta tu bata de merey taang dekh ka. :D


\
misguided_youth said:
ek baar fattu zoology ka parcha den gaya..... parche mein char khane thay ar chraun khana mein char nayre nayre pakshiyan ki tangan ki fotu thi, na panje dikhen the na gaath.... fattu ne ghana dimag lagaya per pakshiyan ki pichan na kar paya.... choo mein aa ke fattu ne parcha master ki mez pe phank diya.

master bolya "arey tu parcha biech mei chor ke ja se..... kiska se tu, ke naam se tera?"

fattu ne apna pajma uper thaya ar bolya "tu bata ni ke naam se mera"
 
Good one Ravinder !! Ek bar mhare master ne bhi kaha ki jo bhi kavita yaad ho likho. Kise nai aadhi, kise nai puri, kise nai 2-4 line likhi aur kise nai wah bhi na likhi. Ek ND jo nalayak samjha jata tha, dhada-2 aakhkir tahi likhen ke laga raha. Agle din master nai sab tai pahalan ussi ko khada kara aur 2 dande mare. Baad main pata chala ki usne Lakhmi Chand ki puri ragni "Tere ret main aan milunga" likh rakhi thi.
 
Hahaha........Ise Ise Ustad ta Kai sa jin na kuch na aata ta papera ma Film ke Story a likh aawa sa. :)
ramksehrawat said:
Good one Ravinder !! Ek bar mhare master ne bhi kaha ki jo bhi kavita yaad ho likho. Kise nai aadhi, kise nai puri, kise nai 2-4 line likhi aur kise nai wah bhi na likhi. Ek ND jo nalayak samjha jata tha, dhada-2 aakhkir tahi likhen ke laga raha. Agle din master nai sab tai pahalan ussi ko khada kara aur 2 dande mare. Baad main pata chala ki usne Lakhmi Chand ki puri ragni "Tere ret main aan milunga" likh rakhi thi.
 
english ka paper

this is not a joke but what happened with my friend.
When I joined Military School in 6th class only 2 or 3 of my classmates were from English medium schools & rest all of us were from Hindi medium schools. ab teacher kya padha raha hai kuchh pata nahin chalta tha, khair padhakoo log kissi tarah exam ke liye rat lete the, english ka exam tha, pata laga essay football match par aa raha hai, mere class mate Ashish from Bihar ne poora essay rat liya, exam mein essay aaya `a plane journey`par, my friend wrote`my plane took off from this place & I saw below , a Football match was going on`& he wrote full essay on Football finally landing his plane, though he couldnt get marks but teacher was very happy with him coz of his presence of mind.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top