Joke to aapka theek hai Madhvi jee. Lekin ismen foji ko kyon fansaya hai. fojiyon par jamta nahin ye.
Bhai aajkal Foji e nishane pe laga rakhe hain.......
mane lage hai ki santa-banta, aur sardaro k joke khatam hoge.............
Madhvi ji aajkal foji bhi B.A pass bahu mange hain aur col me jane k baad choriya ne sab bera re se ki honeymoon k ho se..................hahahhahahahahahaahahahaha