Rekha ji mujhe kisi se koi jalan ni hai......
agar yaha JL members ek dusre se jalte to aaj aapko JL login karne ko b na milti.....kad k jal jati.......

lekin jo aap yaha over acting kar rahe ho us se bot problem hai.......
rahi baat OVERDRIVE ki to maine ek din ache se posts likhi h aur usi din mujhe b overdrive mil gaya tha.....usper mainne yaha dhol pett kar ruke na mare k mane k mila aur kitne din me mila......
so yaha simple aadmi hain aur simple e baat karna pasand kare hain.....ye faltu ki overacting aur formality ki aadat na hai......aage aap khud samajhdar hain......