Feedback !

Sir,

Ye samajh nahi aaya mujhe,kya likha hai aapne.
Please agar bura na mano to samjha do ek bar.

Aar bura manta ho to rahn diye.......

Dhanyawad

Chota Bachpan=paida hoyi pache 3-4 saal ki umar me jo albaad kare h un ne chota bachpan keh se
Bada Bachpan= School me jave jab albaad kare us ne bada bachpan
Jawan Bachpan= college me ja se aur us time ki albaad ne bada bachpan keh se
Boodha Bachpan= balak byahi pache b jo albaad kare us ne budha bachpan keh se
 
Bhai sahab

ye to meri bhi samjh aa gaya tha par is bachpan ko is thread me dalne ka motive samajh nahi aaya tha wo puchh raha tha mai.wo samajh aaye to jarur batana.

Dhanyawad
 
Chota Bachpan=paida hoyi pache 3-4 saal ki umar me jo albaad kare h un ne chota bachpan keh se
Bada Bachpan= School me jave jab albaad kare us ne bada bachpan
Jawan Bachpan= college me ja se aur us time ki albaad ne bada bachpan keh se
Boodha Bachpan= balak byahi pache b jo albaad kare us ne budha bachpan keh se

hahahhahaha ...
tere me kon sa bachpan chaa rah ah aajkal .....
 
yes rekha you r the first one...you will be an inspiration to all the females on jl bole to jatnis of jl.
One more strange thing I have noticed-
this JL is live for years- then how come not a single post by a Jaat Gal / Lady/ Female

M i the first One !!!!!!!!!!!!!!

Sir g , aisa hai toh
kam se kam JL ki history mei toh mera hi nam pehle aayega-
n jab JL ki history likhnege- tab apna full profile with complete name hoga

REally guys- feeling so proud- Am i really the first one !

thodi bahut toh chadh gayee .

Thnx to all for such a warm welcome

Ek aur achi cheez- on other social websites- jab bhi koi sign up karta hai toh-

Ek Autogenerated welcome msg jata hai user ke pas- jo bada nakli sa hota hai

But here its very full of life- absolute real-

Thnx again to all Sirs

Regards,
Anonymous
 
Back
Top