1. Maanlejeye aapkey paas machis ke ek tilli hai or aap ek aisey andherey kamrey mai mojood hain, jaha ek lalten, ek mombatti, or ek diya hai, to subsey pehley aap kaya jalayengey?
Bataoo ?
2. Ek Murgay na bagha border (Bharat-Pak Seema) par anda deya, wo anda kiska hoga Bharat ka ya Pakistan ka?
Bataoo?
3. Ek Murgay na Khambey par Baith kar anda deya, maan lo deya, wo neechey kyon nahi gira?
Bataoo?
4. Samajdaar Sardaar or Dinasore mey kaya samaanta hai?
Bataoo?
****************
Pannu Waiter Sey : Waiter! ye Kaisa Tandoorey Chicken Laye Ho? iskey ek Taang Choti or ek badi Hai?
Waiter : Sir, Ek Baat Bataao. Aapney Ye Chicken Khana Hai Ya Iskey Saath Dance Karna Hai.
Hahaha
***************
Mummy : Dekho Tinku Tum hamesha gandey bachoon ke saath kyon kheltey ho, Achey bachoon ke saath khela karo.
Tinku : Kaya Karoon mummy achey bachoon key mummyo ne apney bachon ko merey saath khelney se mana kar deya hai, iss leye.
hahaha
***************
Ek Baar Ek Pahalwaan Mandir gaya to bahaar apney jooto par parchi laga gaya ke "Ye Jutey Pehelwaan ke Hain, Churaney Waala Soch Ley."
Bahar aaya to jutey gayab pehelwan hairan!, usney dekha ke ek parchi rakhi they jis par likha tha "Jutey churaney wala Dhawak hai, peecha karney waala soch ley"
hahaha
**************
ek aadmi ne taxi stand per phone keya or kaha "mainey 1/2 ghanta pehley airport jaaney ke leye taxi book karai they, flight jaaney mey kuch he minute reh gaye hain, taxi kahan hai"
Jawab mila "Sir ghabraye mat taxi abhey aa rahey hai, or waisey bhey Aeroplane aksar der sey rawana hotey hain."
us aadmi ne kaha : "Haan Aaj to jahaj jaroor late hoga kayonkey main us ka pilot bol raha hoon."
hahaha
**************
Ek Cricketer ke patni (Wife) ne cricketer sey kaha : "Darling match sey pehley mat bataaya karo ke match fix hai, Saara Maja Kharab ho jaata Hai"
hahaha
********
Daaton (Dental) ke Doctor ka notice bord:
2 Daant nikalwaaney per 1 Daant Free ma nikala Jaayega.
hahaha
*************