Gar Jat Nahin Hote..?

Status
Not open for further replies.
Agar jaat na hote to Chandgi Ram Ka akhada na hota. Chaudhary Devi Lal na hota.
 
really dhruv its a very good topic u choose abt jatt......
door se hi pehchan jate hai jeb jatt niklte hai to.....
jatton ke samne koi bolne ki himmet bhi nehi ker sekta.......
jatt r very brave......
ajj jatt bahut acchi position per hai...
jatton ki ledkiyan bhi kem peeche nehi
pilot, software field, army, airforce, keha nehi jati...........
really jatt r gr8
 
Mere Yaar, JAT nahin hote to 'KUCH BHI NA HOTA'....

Haryana Police to hotee a na ar na koi Gurgaon mein nu pit ta jukar kaal hoya....
 
Agar Jat Nahi hota to, Dharti ka Bich kija hai yaa kaun batata... :)

As my Dadaji told us, ki ek bar village maie discussion ho rehi hoti hai ki Dharti (Earth) ka bich kija hai (centre point) to,koi bi bata nahi paya lakin Jat ne apni Jeli dharti maie gaad ke bolya "Yo hai dharti ko Bich, Neplyo chaye yeha se...

Lakin Ib nape se kaun..... :)
 
Last edited:
ha...ha..ha

mukesh_kumar007 said:
Agar Jat Nahi hota to, Dharti ka Bich kija hai yaa kaun batata... :)

As my Dadaji told us, ki ek bar village maie discussion ho rehi hoti hai ki Dharti (Earth) ka bich kija hai (centre point) to,koi bi bata nahi paya lakin Jat ne apni Jeli dharti maie gaad ke bolya "Yo hai dharti ko Bich, Neplyo chaye yeha se...

Lakin Ib nape se kaun..... :)


My dear Mukesh bhai ji,


Jeli wali baat sahi hei..........ha...ha..ha............jats are great.
 
kushal said:
mere susre khud ka ar mhara majak uddan lag rhaya tu.[

What!!!!...........................majak :confused: :confused: :confused: :confused:

Anyhow, jaane bhi do yaaron!! :)

Arre dhyaan aayaa....Agar Jat nahin hote to??

Koi kisi ko "Mere Susre" kaise boltaa :D
 
according to baniyas " JO JAT NAA HOTE TAU MANSAAN {HUMANS} NEIN KHETI KARNI PADTI ":p
 
Agar Bhayion JAT nahin hote to Lath kon gadta!! ;)
Aur apna Desi Ghee Itna famous kaise hota!!
Aur JAT nhain hote to shayad TAJ bhi nahin hota!! ;)
JAT=TAJ if u reverse it! ain't it logical!!

keep contributing,


rock on,
Jit.
 
good mr. jitender, jat=taj, wat a logic , good keep it up.......
 
jatt r unique identity
ek bar hemara kulumanli ka trip tha, then we go there, ek shop per hum gaye, hum 2 friends sath the, then they saw us, and immediately said that u guys r from haryana, i sad "YES" we are from HARYANA. AND he also said u r JATT
MEINE KEHA JEE SIR I AM jatt
then i asked, how u know that i am from HARYANA AND i am JATT
VO HESA OR BOLA KI HARYANA KE LOGO OR JATTON ka door se hi pata chal jatta hai
I WAS THINKING WAT A GOOD IMAGINATION
so heme kisi ko jerret nehi perdthi ki we r JATT, door se pehchan jate hai ki JATT aa rehe hai, really gr8 and i am proud that i am JATT
 
Excellent Job

lol....gud everyone!!

Jat nai hote to hum kis cheez pe PROUD feel karte :p
 
Jat Bawle ?

karans said:
bhai jat na hotte to duniya ke bawle kahan jatte .
fer ye dhuroo bhagat kahan se hotta.

Karan

Karan Bhai ji,

Ye baat kuchh hajam nahi hui. Jat hokar aapna uphass khudd udate ho. Not in good taste sir.

Regards
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top