exactly!!!
very much true!!!
very much true!!!
rockingguy said:bhai isme bura manan ki baat ke se...
jat kisan hai...mante hoge..(sab saath chod deta hai..par apni dharti saath nahin chodti)
kisan ka kaam baldh(bail) bager konya chale..
to kissana ka sab kimme baldh se..
kisan baldh ki puja karya karen gamman mein
aur woh bhi budha baldh..matlab baldh gam ke mujij logo mein aaya kare..
to bhai dhanda ki tu puja honi se..