W
writetosandeep
Guest
Kehte hain ki ISHQ main neend ud jaati hai
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai
Kar diya izhare-ishq hamne telephone par,
laakh rupaye ki bat thi,
do rupaye main ho gayee (wah wah)
Pyaar ke jaam ko aise na piyo , ke
Adha piya aur adha chod diya
Yaron yeh pyaar hai pyaar
Nahin koi Vim Bar
Jo thodasa lagaya aur bas hogaya.......!!
Aur bhi cheezain bahut see lut chuki hain dil ke saath
Ye bataya dooston ne ishq furmane ke baad;
Is liye kamre ki ek ek cheez "check" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke
baad"(wah-wah)
Log ishq karte hain,
Bade shor ke saath.
Humne bhi kiya,
Bade zor ke saath.
Magar ab karenge,
Thoda gaur ke saath.
Kyonki kal usko dekha,
Kisi aur ke saath.