lokeshpawar
New member
Mere gaam ka naam se Tharu -Uldepur, Sonepat. Mere gaam mein Pawaria, Khatri, Budhwar got sain. Koi Gaam ka ho teh ruuka mariyo ree aur kese gaam ke nai jante ho teh baata diyo.
LOKESH PAWAR.
LOKESH PAWAR.
virmaramjyani said:plz es thread mein baten ki aapke gaon mein koun koun si GOTRA ke JAT hain...
mere village mein....... JYANI , JAKHAR , SAHARAN , GORSIYA gotra ke jat hain..
regards
jyani
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.