sanjeetsparp
New member
Kehte hain man saaf ho to ardhnagan naari bhi devi lagti hai or na ho to devi main bhi log chingaari dhoondte hain ... yehi haal hemaare netaaon ka hai jo beerbars se ladkiyaan menga ker raat bhar unhe nechaate hain or cheers girls pe unhe aapaatti hai .....
Shayad wo log bhool gaye hain :
Mallika Shrawat ne jo Murder or Guru main kiya
Smita shetty, Isha Deol ne jo Cash main kiya
Kareena ne tashan main kiya
or wo Sallu ki GF Katrina to her movie main itna hi pehanti hai
to fir cheer girls pe halla gulla kyun ....
shayad DLF or BCCI ne netaoon ko hissa nahi panuchaya time se ..... to unko ab cheer girls s** doll dikhaai de rehi hain or ye uper ye jo chand mehaaraaniyaan hain wo shayad deviyaan hain kyunki director timely paise panuchaate hain ......