Hamara Haryana aur BABA

shobhit

New member
ek baar ek baba rohtak ki oor badha chala ja ra tha

tabi raste me mai mil ga use

maine u hi puch liya k are baba kaha ja ra....

baba bolya Haryana ja ra..

mai puchiya k karne ja ra..

baba- gyaan baantne jaa raa
mai bolya k baba maare haryane me ghana ggyan se

baba to ad gya k na ji mai te gyan baantunga

bus fir kya tha baba chal diya

k rohtak me badte hi JAt tau mil ga...

baba- ruk balak

tau- k ho gya baba..

baba- mai yaha gyan baantne aaya hu

tau- re pache ne hat, khet pe jaan de

baba - na gyan batunga mai to

tau- na man ra to baant k baant ra

baba ne ek diya nikala ar baati jala di....

fer bola- bta tujhe kya dikhta hai...

tau- re divla jal ra aur k dikhe

baba- tujhe jyooti ni dikh ri isme... are murkh bta isme jyoti kaha se aayi....

Tau- tau ne muh te fook mar k diya bhuja diya
ar bola re baba ib nu bta ya jyoti kaha bhaj gi........
 
main tau ki jagah hoti tae kahti
baba tu diya rahan de
ek lalten le
kyunki iski jyoti diye se jyada hai
arr raat ne lalten jalva k
apne khetta mae pahara dilwati
arr khud apne ghar ki chaat pe majje tae sotti
:)
 
main tau ki jagah hoti tae kahti
baba tu diya rahan de
ek lalten le
kyunki iski jyoti diye se jyada hai
arr raat ne lalten jalva k
apne khetta mae pahara dilwati
arr khud apne ghar ki chaat pe majje tae sotti
:)

बाबा ने बेरा था , अक किहे ताई के टकरावेगा ते पाणी दुवावेगी खेताँ में ,ज्यां तें तेरे तें बच के ने लिकड़ गया , वो किहे इस्सी-ए ताई तें डर्या होड़ खेताँ में कस्सी बागा के ने बाबा बनया था |
 
बाबा ने बेरा था , अक किहे ताई के टकरावेगा ते पाणी दुवावेगी खेताँ में ,ज्यां तें तेरे तें बच के ने लिकड़ गया , वो किहे इस्सी-ए ताई तें डर्या होड़ खेताँ में कस्सी बागा के ने बाबा बनया था |
sahi farmaya aapne .. :):)
 
Back
Top