Handpump And Pipe

Status
Not open for further replies.

suneet_rana

New member
Ek baar ek gaon ki chhori ki shaadi ek shahar ke chhore se hoi. Chorri jyada padhi likhi na thi . ek baar dono ko kisi party me jana tha to chhore ko chinta hoi ke koi isse puchhan laag gya ki tu iski kon hai to ye ke batawegi .

To choore ne apni biwi ko bula ke bola dekh aaj hum a paty me jaa raye hai. tusse koi yo puchhe ke tu iski kon hai to bol diye ki ye mere Husband hai or mai inki wife hu. Chorri ne bolya theek hai jo mai aaram se bol dungi

Shaam ko dono party me gaye . chhora apne dosto se milan lagya or use chhori ne bolya ja tu jananiyo se mil le. unme te ek ladies ne uste puchh hi liya ye aapke kon hia. to choori kuch de soch ke boli "Ye mere Handpump hai or mail inki PIPE su....................." :)
 
is handpump key motor laa ley

suneet_rana said:

oo raaney yu nakli paani ka handpump kyu paard diya,,,,,,,:D :D ,,, ek to gadar film mein sunny deol ney pardya thaa,,,,,,,,, aur dusraa aaj tanney paard diya,,,,,,,,,,,,,,,ib to lagya - lugya koi tunti bhi reh rhi ho too waa bhii paard ley,,,,,,,,,:p :D :mad: :confused:
 
oooo......wowwwww

made my day,,,buddy!!!!
hehe
well, v all here hope ul keep pourin dis kinda stuff, n open our senses(dead by now)!!
n well, 4 more sweet commments, pls iss taage kuu dabaoooooo.......post no. 2..:D
http://www.jatland.com/forums/showthread.php?t=12792
 
Last edited:
Jibb hand-pump paate liya to ke majaa reh gya....ye tai mahri skill sain akk humney iss uthley hodd kachuay mai tai bhi swaad le liya....handpump/pipe....mej/kursi....machis/tilli....choth arr bittodey....:D :mad: :) :confused: kah jitney chutkale bana le....:cool: :mad:
suneet_rana said:
bas itna sa heeeeeeeeee........:confused: :confused: :confused: :D
 
yo 'H' arr 'A' itna kyun daab diya janu jindagi mai innki fer jarut na pade....ek sabad ka kaam tha yo tai....YAVA KILLKI:D :D
suneet_rana said:
hahahahahahhhahahahhhhahahahaa

chahe kitne chukule bana leee@kilkkikkiiiiii:) :) :D :D :D :D
 
or jarurat padegi to or daba denge isme kya prob hai............

Yo to apne ghar ki khetttii hai..................

or baaab me bach gaye to bada pachhtava howega....:mad: :confused: :eek:
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top