hansna mana hai.....

Status
Not open for further replies.

poonam

New member
kehte hain ki ISHO main neend ud jaati hai..,
Kehte hain ki ISHQ main neend ud jaati hai ..,
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai!!

Mere marne ke baad mere doston,
yu aansoo na bahana,
Agar meri yaad aaye to,
sidhe upar chale aana!!

Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola

exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya
KUCH TO HUA HAI KUCH HO GAYA HAI,
exams ke din paper dekh kar yaad aaya
SAB KUCH ALAG HAI SAB KUCH NAYA HAI.

Jab dekha unhone tirchhi nazar se,
toh hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki unki nazare hi tirchhi hai,
toh hum behosh ho gaye...

hai tu agar mera dilbar
hai tu agar mera dilbar
to aaj ke lunch ka bill tu bhar

Kaun kehta hai meri mehbooba langdi hai
wo to hawa ko dekh kar lehra rahi hai

tum agar khudko kaam wali samajhti ho
to naakara main bhi nahi,
tum agar khudko husnwali samajhti ho
to awaara main bhi nahi
pyaar ke iss mod par aakar
ye kaha tumne ki shaadi shuda ho
to kaan kholke sunlo..
ki kuwara main bhi nahi..

EK Sharabi bola........
Ae Khuda.......
Agar tujme dum hai .... to Taj Mahal Ko Hila ke dekh....
Agar tujme dum hai .... to Taj Mahal Ko Hila ke dekh....
Aagar Na Hila saka To mere paas beth aur do ghunt pi.
Fir Tajmahal ko hilta hua dekh.................

Main kal ja rahi thi
ke meri chappal toot gai
ab chappal to moochi seeta hai
seeta to darzi bhi hai
darzi to kapray seeta hai
kapray to rangeen hotay hain
rangeen to lota bhi hota hai
lota to bathroom main hota hai
bathroom main to nal bhi hota hai
nal to lohay ka hota hai
lohay ki to istiri bi hoti hai
istri to garam hoti hai
garam to Custard bhi hota hai
custard to peela hota hai
peela to chooza bhi hota hai
chooza to anday main se nikalta hai
anda to sufaid hota hai
sufaid to doodh bhi hota hai
doodh to bhains daity hai
bhains to kaali hoti hai
kaala to bangali bhi hota hai
bangali to paan khata hai
paan to laal hota hai
laal to gulab main bhi hota hai
gulaab main to kantay hotay hain
kantain to machli main bhi hotay hain
machli to achchi hoti hai
achcha to Bander bhi hota hai
bander to bander hota hai
parhnay walay bunder jaisay hi hotay hain
jo parh kar apna time zayahh karte hain..
lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

well..
khuda nay aap ko bhaija to bhaija..
per bhaija to bhaija..aisa bhaija
kay bhaijay main bhaija hi nahi bhaija..
ye mujhe kisi nay bhaija.. isliye maine aap ko bhaija
Aap ko Bura Laga ? Aap Kisi Aur ko Bhej Do.

Hisab BaraBar ... Hahahahahaha :D :D
 
wow!

Wow Doctor Sahiba,
Suban-allah!
apne to gadar kar di.
LOL...HHKLP.
great going....keep it up!
laugh on,

rock on,
Jit.
 
poonam said:
kehte hain ki ISHO main neend ud jaati hai..,
Kehte hain ki ISHQ main neend ud jaati hai ..,
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai!!

Mere marne ke baad mere doston,
yu aansoo na bahana,
Agar meri yaad aaye to,
sidhe upar chale aana!!

Answer: Huzoor ISQ karne wale ki neend urtee hai..ne ki unkee jinse isq hota hai....esliye isq aap kisi se kijiye aur neend uraiye...LOL

Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola

Answer: Huzoor unko kaun samajh paya..wo kafi thanda mangtee hain to kabhi garam...unko impress karna hai to bas fatafat temprature up and down karna seekhiye..

exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya
KUCH TO HUA HAI KUCH HO GAYA HAI,
exams ke din paper dekh kar yaad aaya
SAB KUCH ALAG HAI SAB KUCH NAYA HAI.

Answer: ji bilkul durusht farmaya..yeh imtahan cheej hote hi aisee hai...aur fir piyaar ke imtahan ke to kehne hi kiya..LOL

Jab dekha unhone tirchhi nazar se,
toh hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki unki nazare hi tirchhi hai,
toh hum behosh ho gaye...

Answer: Huzoor jara ankhen kholiye..wo ne jaane kab se tirchi gali se nikal gayee hain....LOL

hai tu agar mera dilbar
hai tu agar mera dilbar
to aaj ke lunch ka bill tu bhar

Answer: Koi bat nahi dilbar...tu pet bhar ke khaa...jab to to khaaye mai zara ek telephone kar ke aaya....LOL

Kaun kehta hai meri mehbooba langdi hai
wo to hawa ko dekh kar lehra rahi hai

Answer: I know...Hawa Singh ko dekh kar to saari duniya lehrati hai...(PJ)

tum agar khudko kaam wali samajhti ho
to naakara main bhi nahi,
tum agar khudko husnwali samajhti ho
to awaara main bhi nahi
pyaar ke iss mod par aakar
ye kaha tumne ki shaadi shuda ho
to kaan kholke sunlo..
ki kuwara main bhi nahi..

Answer: Tum upne ko merc sajhtee ho ,
to zara kan khol kar sun lo.
ki khatara to mai bhi nahi.. .......

EK Sharabi bola........
Ae Khuda.......
Agar tujme dum hai .... to Taj Mahal Ko Hila ke dekh....
Agar tujme dum hai .... to Taj Mahal Ko Hila ke dekh....
Aagar Na Hila saka To mere paas beth aur do ghunt pi.
Fir Tajmahal ko hilta hua dekh.................

Answer: aur teesree ghoont me Sahajahan ki gaud me Mumtajmahal ko dekh...
Jhoom barabar Khoom sarabi......LOL

Hisab BaraBar ... Hahahahahaha
Answer: Ji Bilkul hisab barabar.....hahahahhahaha

Rajendra
 
Hmmmmm Rajendra ji...

*ye kambakhat kaun se phool le kar aya hai maali
aapne to bechari sher o shayari ki autopsy kar dali*

wah wah wah wah :D :D


bura lagey to kisi aur ko bhej dena.... :) :)
 
poonam said:
Hmmmmm Rajendra ji...

*ye kambakhat kaun se phool le kar aya hai maali
aapne to bechari sher o shayari ki autopsy kar dali*

wah wah wah wah :D :D


bura lagey to kisi aur ko bhej dena.... :) :)

hahahahhahaaa...wah...kiya nehle pe dehla mara.....hahahaa...maan gaye..bahut achaa laga, esliye aapko hi bhej raha hoon....LOL

RK^2
 
very well rajendrji. apne to dhoom macha di hai.
by the Dr. shaiba apke shari padkar to koi bi nai soch sakta ki aap doctor bi hai. great. multitalented.
keep it up.
 
poonam said:
kehte hain ki ISHO main neend ud jaati hai..,
Kehte hain ki ISHQ main neend ud jaati hai ..,
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai!!

Mere marne ke baad mere doston,
yu aansoo na bahana,
Agar meri yaad aaye to,
sidhe upar chale aana!!

Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola

exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya
KUCH TO HUA HAI KUCH HO GAYA HAI,
exams ke din paper dekh kar yaad aaya
SAB KUCH ALAG HAI SAB KUCH NAYA HAI.

Jab dekha unhone tirchhi nazar se,
toh hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki unki nazare hi tirchhi hai,
toh hum behosh ho gaye...

hai tu agar mera dilbar
hai tu agar mera dilbar
to aaj ke lunch ka bill tu bhar

Kaun kehta hai meri mehbooba langdi hai
wo to hawa ko dekh kar lehra rahi hai

tum agar khudko kaam wali samajhti ho
to naakara main bhi nahi,
tum agar khudko husnwali samajhti ho
to awaara main bhi nahi
pyaar ke iss mod par aakar
ye kaha tumne ki shaadi shuda ho
to kaan kholke sunlo..
ki kuwara main bhi nahi..

EK Sharabi bola........
Ae Khuda.......
Agar tujme dum hai .... to Taj Mahal Ko Hila ke dekh....
Agar tujme dum hai .... to Taj Mahal Ko Hila ke dekh....
Aagar Na Hila saka To mere paas beth aur do ghunt pi.
Fir Tajmahal ko hilta hua dekh.................

Main kal ja rahi thi
ke meri chappal toot gai
ab chappal to moochi seeta hai
seeta to darzi bhi hai
darzi to kapray seeta hai
kapray to rangeen hotay hain
rangeen to lota bhi hota hai
lota to bathroom main hota hai
bathroom main to nal bhi hota hai
nal to lohay ka hota hai
lohay ki to istiri bi hoti hai
istri to garam hoti hai
garam to Custard bhi hota hai
custard to peela hota hai
peela to chooza bhi hota hai
chooza to anday main se nikalta hai
anda to sufaid hota hai
sufaid to doodh bhi hota hai
doodh to bhains daity hai
bhains to kaali hoti hai
kaala to bangali bhi hota hai
bangali to paan khata hai
paan to laal hota hai
laal to gulab main bhi hota hai
gulaab main to kantay hotay hain
kantain to machli main bhi hotay hain
machli to achchi hoti hai
achcha to Bander bhi hota hai
bander to bander hota hai
parhnay walay bunder jaisay hi hotay hain
jo parh kar apna time zayahh karte hain..
lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

well..
khuda nay aap ko bhaija to bhaija..
per bhaija to bhaija..aisa bhaija
kay bhaijay main bhaija hi nahi bhaija..
ye mujhe kisi nay bhaija.. isliye maine aap ko bhaija
Aap ko Bura Laga ? Aap Kisi Aur ko Bhej Do.

Hisab BaraBar ... Hahahahahaha :D :D

Wah Doctor Sahiba Wah...... Aapna ta Sero Shayari ka Ward sa bhar deya. :)
Or aan do
 
kehte hain jamna badal gaya ishq ka matlab badal gaya

]kehte hain jamna badal gaya ishq ka matlab badal gaya
phele ladki pyaar main nazare jhuka lehte thi ajj kal ladki sadark par chumba leti hai
pyar karna aaj kal a majak ban gaya jaise kilone se dil bhargaya
insan din main utne bar kapre nahin badalta pur aaj kal boy freind /girlfriend badalthe hain
ek woh bhi jamna tha jab log pyar main taj mahal bavaya karte par aaj toh
loga jhopra bhi nahin banvate
yeh duniya woh duniya na rahi pyar abb a ek khel ho gaya dil toh esha todthe hain ke jese ek khilona ko toda hai
kehte hain jamna badal gaya ishq ka matlab badal gaya

ashok tehlan[/
 
behno aur behno ke bhaiyo ..thank u all.....yep ..sure.. will keep making such 'gadars' in future as well..thoda tame (time) lagey ga te.. tab tak aur laage raho... :) :)
 
Poonam ji apne kaha hasna mana hain lekin hasen bagar bhi to nahi raha jata dil kam bakhat chij hi ashi hain. Ki esko rulaya bhi to nahi jata.

Thanks & Regards

R.S.Jakhar
 
wah Daktar Sahiba kya khoob kahi hai.
mujhe to lagta hai aapke marij apki shayari sukar theek ho jate honge.

just keep going.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top