hansna mana hai.....

Status
Not open for further replies.
rkumar said:
hahahhaa...really liked

RK^2
Bahut achha manoranjan hei. Hamei is site par kuchh award bhi rakhane chahiye......agar award ek hoga to usme se 1/2 Poonamji or 1/2 Rajinderji to de dena chahiye.....kuch award kam se kam chhote--2....ham jaiso ko bhi milne chahiye becoz hum bhi to kam se kam wah ...2 to karte he hai.
Good
Vinod
 
dr.vinod said:
Bahut achha manoranjan hei. Hamei is site par kuchh award bhi rakhane chahiye......agar award ek hoga to usme se 1/2 Poonamji or 1/2 Rajinderji to de dena chahiye.....kuch award kam se kam chhote--2....ham jaiso ko bhi milne chahiye becoz hum bhi to kam se kam wah ...2 to karte he hai.
Good
Vinod


wah bahi wah.....

wah bahi wah.....

wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
wah bahi wah.....
 
Poonam Ji,

Zara gour farmaye,nahin to sirf padtee jaye...

Yeh kis tarah muskura rahee ho..
Ki ankhey band hai phir bhi nazar aa rahee ho..
Na jaaney kyu aisa lagta hai jaisey..
Saamney khadi ho aur POOCH hila rahee ho..:p


Zindagi badi udaas hai...
Zindagi badi udaas hai...
Mujhey lagi pyaas hai...
Mujhey iss duniya sey na koi AAS hai...
khelni aati par ujhy TAASH hai...
Main uska SAR phod doonga...
Main uska SAR phod doonga..
Jisney bola ki Meri Poem bakwaas hai...

Aaj phir tum nazar nahin aaye..Tamnao ke phool murjhaye..
Na jaaney kin galiyo mein kho gayee ho tum..
Na jaaney kin galiyo mein kho gayee ho tum
Hum to chidyaghar se paagal khaney to dhoondh aaye....

After power failure - Santa - Jaldi sey fan chalaoo
Banta - lo kar dee na sardaro wali baat,Fan chalayengey to candles nahin bhooj jayengee kya....:)

Chhora ek Tau te bolya - Tau manney chashma lagwa dey..manney door ki cheez na dikhtee...Tau chhorey ne bahar baramdey mein lega..arr chhorey tey bhooja ke "woh ke sey"?,Chhora - Woh te suraj sey...Tau - Jhakoi aur kitni door dekhega.......

Tau ghodey pe baithya full speed te jaan laag rehya tha...Te Red-light jump kara dee...Traffic-Constable ne whistle maari, Te tau ghodey ki pooch tha ke bolya..Le karley number note.....


lovely dahiya



















poonam said:
kehte hain ki ISHO main neend ud jaati hai..,
Kehte hain ki ISHQ main neend ud jaati hai ..,
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai!!

Mere marne ke baad mere doston,
yu aansoo na bahana,
Agar meri yaad aaye to,
sidhe upar chale aana!!

Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola
aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola

exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya
KUCH TO HUA HAI KUCH HO GAYA HAI,
exams ke din paper dekh kar yaad aaya
SAB KUCH ALAG HAI SAB KUCH NAYA HAI.

Jab dekha unhone tirchhi nazar se,
toh hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki unki nazare hi tirchhi hai,
toh hum behosh ho gaye...

hai tu agar mera dilbar
hai tu agar mera dilbar
to aaj ke lunch ka bill tu bhar

Kaun kehta hai meri mehbooba langdi hai
wo to hawa ko dekh kar lehra rahi hai

tum agar khudko kaam wali samajhti ho
to naakara main bhi nahi,
tum agar khudko husnwali samajhti ho
to awaara main bhi nahi
pyaar ke iss mod par aakar
ye kaha tumne ki shaadi shuda ho
to kaan kholke sunlo..
ki kuwara main bhi nahi..

EK Sharabi bola........
Ae Khuda.......
Agar tujme dum hai .... to Taj Mahal Ko Hila ke dekh....
Agar tujme dum hai .... to Taj Mahal Ko Hila ke dekh....
Aagar Na Hila saka To mere paas beth aur do ghunt pi.
Fir Tajmahal ko hilta hua dekh.................

Main kal ja rahi thi
ke meri chappal toot gai
ab chappal to moochi seeta hai
seeta to darzi bhi hai
darzi to kapray seeta hai
kapray to rangeen hotay hain
rangeen to lota bhi hota hai
lota to bathroom main hota hai
bathroom main to nal bhi hota hai
nal to lohay ka hota hai
lohay ki to istiri bi hoti hai
istri to garam hoti hai
garam to Custard bhi hota hai
custard to peela hota hai
peela to chooza bhi hota hai
chooza to anday main se nikalta hai
anda to sufaid hota hai
sufaid to doodh bhi hota hai
doodh to bhains daity hai
bhains to kaali hoti hai
kaala to bangali bhi hota hai
bangali to paan khata hai
paan to laal hota hai
laal to gulab main bhi hota hai
gulaab main to kantay hotay hain
kantain to machli main bhi hotay hain
machli to achchi hoti hai
achcha to Bander bhi hota hai
bander to bander hota hai
parhnay walay bunder jaisay hi hotay hain
jo parh kar apna time zayahh karte hain..
lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

well..
khuda nay aap ko bhaija to bhaija..
per bhaija to bhaija..aisa bhaija
kay bhaijay main bhaija hi nahi bhaija..
ye mujhe kisi nay bhaija.. isliye maine aap ko bhaija
Aap ko Bura Laga ? Aap Kisi Aur ko Bhej Do.

Hisab BaraBar ... Hahahahahaha :D :D
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top