poonam said:Aap ko ye sab kaise pata??![]()
Enlighten us too!![]()
hahahhaa...pakra gaya aaj to...ajee Dr Sahiba ji ram charit manas ki kisi chopai me likha hai.. ub yeh mat pooch lena ki chopai bhi likhoon....LOL...wo sab yaad nahi hai...lekin pakka likha hai ram charit manas me..
RK^2