Happy Independence Day!!!

Status
Not open for further replies.
Jab Zero diya mere Bharat ne

duniya ko tab ginti aayee
Taro ki bhasha Bharat ne, duniya ko pehle sikhlayi

Deta na dashamlav Bharat to, yu chand pe jana mushkil tha
Dharti aur chaand ki doori ka andaza lagana mushkil tha

Sabhyata jahan pehle aayee, pehle janmi hai jahan pe kala
Apna Bharat wo Bharat hai, jiske peechhey sansar chal

Aagey bhadta hi gaya
Bhagwan kare ye aur bade aur phoole phale


A very Happy Independence Day to every Indian!!
 
Happy I-day 15 August 2006 To All Indian

SAHIDO KO SARDHANJALI
DESH BHAGTI-DESH PREM KA GEET
Sankalapo sy saja vijay rath jo Bahadur agay badhha jatay han
Dusmano ky durgam morchy per jo nirbhya ho chadhh jatay han

JABAR HILL-TIGER HILL-TOOLANG per jo TIRANGA faharaty han
Kentucky sy Kargil tak SHAHEEDO ki kurwani ky geet gaye jatay han II

DAESH prem ki laptoo mae jalany lagaty han parwany
Parmukat karny janani Mata ko Aajaty han diwanny

Utaray gi Prem sy Bharat maa Sadav-Sada hi Arti Unnki

Samarpit DESH RAKASHAYA mae ho gae jindgi jinaki II


CHUKA pae nahi jisaka karaj- kabhi Bharat Desh Ki Dharti
Badii DHANYA hae vah SANTAN JO MARKAR BHI NAHI MARTI


MARATAY NAHI KABHI KALJAYE- KARAMYOGI YUG YUG JITAY HAN
HO JATAY HAN SAHKAR SAWPAN JO UNAKY MAAN CHITAY HAN

SHAHEEDO KA NAM AMAR HO DHARMPAL KI YAHI MANOKAMANA HAE
BHARAT KA TIRANGA LAHRATA RAHAY JAN JAN KI YAHI BHAWANA HAE


HAMNE BHI BHAIO TIRANGA KENTUCKY MAE LAHRA DIYA HAE
WORLD KY HAR CORNER MAE TIRANGA DHOOM SY LAHRATA HAE


JAIHIND
OM SHANTI
__________________
 
happy independence day

31 States,

100s Languages,

6400 Castes,

6 Religions

6 Ethnic Groups,

29 Major Festivals

And One Country

Be Proud To Be An Indian

Happy Independence Day

Vande Matharam
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top