Year: 1999...A TRUE STORY
1] Scene:Haryana Roadways ki bus ja rahi hei Rohtak se Delhi [i am travelling in it to BahadurGarh]...ek jat ladka baithha hei aur uske saath ek mahila baithhe hei ussi seat per. ladka bidi lagga leta hei aur wo mahila kehti hei," isko bandd karo na bhaiya." Ladka bolta hei," Kyun konya karta..pisse la rakhye sein."
Mahila : Aur agar dusseron ko ye pasand na ho to?
Ladka : te pher bus mei nahin baithhna chahiye...apnne ghar te matt likddo
Mahila: Ghar mei baithne se kaam chalta hei kya.Kaam par jayein ya nahin?
Ladka : Apni gaddi mei jaya karo...kati shyallam.
Mahila : Lekin tumm biddi jaroor piwoge.
Ladka : piwange...sab na piwein sein.
AURAT CONDUCTOR KO SHIKAYAT KARTI HEI JO KHUDD JAT HEI AUR BIDDI KHICHHAN LAAG RHYA SEI.
Mahila : Bhai conductor ye bus mei jo Bidi-cigarette pitte hein unko mana kiya karo...dekho likha hei side mei....DHUMMAR PAAN MANNA HEI.
Conductor : Likh te behra na ke ke rakhya sei...koe manne se.
Mahila : aapkka matlab.
Conductor : Ibb sarre matlab kyukkar bataun...tu mastar-ni laag rhi se
Mahila : Ye kya badtameeji hei?
Conductor : Dhakhe muhh simbhal ke baat kareiye...gharan khonss baja ke aa rhi se ke...Badtmeej...ke ho se badtameej.....apne khassam ne kahiye ja ke sanjh nei.......................................??
Pin drop silance in the bus for a while...I HAPPEN TO POKE MY NOSE AT THIS POINT OF TIME.
ME : Bhai conductor ji...ye to koi baat nahin hui....Aapko to aurton se bhi baat nahin karni aati.
Conductor : tu sikhawega...bathya reh...ya angrejji manne bi awwe se..samajh gya.
ME: Na konya samjhya
Conductor : Agge samjha dyunga tanne
Me: AAGGE KITT?
Conductor: Jadde kahega hudde-e
Tabb tak Sampla aa jata hei aur mei kehta huun ki bus ko police station le kar chalo....Wo aurat aur kuchh aur logg bhi meri awaz mei awaz milate hein. Aur Driver commotion ko dekh kar Bus rokk detta hei aur nichche utter jata hei. Mei driver ko bolta huun:
Me: Bhai driver ya bus kyun rokk di..issne thhane mei le chall.
Driver : Thanne mei barat jimawegga...hadde-e khaddi rehgi...kar lyo jis nei jo kuchh karna ho
Any ways....after 15 minutes passengers started saying...late ho rahe hein chalao-2....chalo bhai Driver chalo.
Driver : Indicating towards me and that lady........Inn aplatunna nei bujhjho....kiytt le jyange bus nei. I spoke nothing....Lady spoke nothing. I got down at Bahadurgarh and lodged a complaint to the Manager at Bahadurgarh and had a reciepted copy for my records....i gave my full adress on the complaint but till date nothing heard from any official. Next time i will go and meet the GM roadways and ask for the action taken report...Ha...ha..ha