jat_somveer
New member
bhai ek be ek bhai ki bhains kho gi. wo ar uska chhora dhoondhan chaal pade thoda sa aage jaa ke bhole ka mandir aaya te wo bolya he bhole baba je bhains pa jya te main roj ek than ka dhoodh tere mandir me chadhaun. aage si ja ke hanuman ka mandir aa gya ar usne udde bhi waahe baat kah di. isse aage ja ke ek than ka dhoodh devi ma k naam ho gya ar chauthe than ka dhoodh ram ji k naam ho gya.
uska chhora bolya babu chaal gharan ib te paagi te bhi dhoodh te aapne thyawe nahi kyun dukhi huye.
uska chhora bolya babu chaal gharan ib te paagi te bhi dhoodh te aapne thyawe nahi kyun dukhi huye.