ek baar mera ek dost hai wo mere room pe aa gaya bina bataaye ..... sochhi ude e paawenge malang ... hum kite tafri maaran jaa re thee .... kai der baat dekh ke ..... phone milaya ...bola ....
Bhai sahab .... main kaafi der se aap ke wait ker reha hoon ghar ke bahar aap kehaan haand re ho .......... kab tak aaoge ......
wo din tha or aaj ka din hai ... uski hindi jaroor yaad hai ....
Yo haand word tai bahut common hai yaar ... bahut ND