Haryanwi Kahawatein....

Famous ones in my side

Kuch pure desi style mai,,,
Hope pehle post naa hoyi hongi,,,

1. Jo itni sudhi ho hai toh, cacha tauwaan kai e rah jaa hai.
2. Paathdey chadhde e raand hogi.
3. Gadhe ki laat ka er beer ki jaath ka koi bharosa nahi hondha.
4. Le jaa kainaagaitaan mai tukh fer k muh lekai aawegaa.
5. Police k peete ka er chamaashe ke repthe ka k bura maannaa.
6. Jee tai andhere mai e chamak jaaya karai.
7. Kutaan kai ghee hajam naa hoya kare.
8. Naihar(River) tailey ka er sehar tailey ka maanas khatarnaak ho sai.
9. Tadhke ka meeh er saanjh ka baiteu tailya nahi karte.
 
some more

1. Kameena ka baalak touhaar ke din russa karai.
2. Gujaar k 100, Jaat ek 9 er maali k 2 kile barabar ho sai.
3. Jaatan ka budha, bhudaape mai bhigadya karai.
4. Apni raheeyan nai naa rondhi er Jeth ki jaayian nai rowai.
5. Chudhaa(Balmiki) rag dekh kai lath maarya karai.
 
oye hoye. Jama gyaan ki pudiya hai yash to. Jai ho yash babu gyani maharaj ki :D
 
:D :D mera to jatland pe khaas dhyan rakhya jave. Ke baat mere russan te darro so ke :D :D

Le do aur yaad aagi, Kal ghar phone karya tha to meri maa ne suna di ye :-

1. BAVLA :- YA TO GAAM JAAVE NA, JAAVE TE FER AAVE NA

2. KAANE KI ER TERI BANE NAHI, KAANE BINA TUJHE SARE NAHI

1. बावला :- या तो गाम जावे ना, जावे तो फेर आवे ना

2. काने की अर तेरी बने नही, काने बिना तुझे सरे नही
 
Chhhaaa gya chhorey :D :D :D :D :D

Kuch pure desi style mai,,,
Hope pehle post naa hoyi hongi,,,

1. Jo itni sudhi ho hai toh, cacha tauwaan kai e rah jaa hai.
2. Paathdey chadhde e raand hogi.
3. Gadhe ki laat ka er beer ki jaath ka koi bharosa nahi hondha.
4. Le jaa kainaagaitaan mai tukh fer k muh lekai aawegaa.
5. Police k peete ka er chamaashe ke repthe ka k bura maannaa.
6. Jee tai andhere mai e chamak jaaya karai.
7. Kutaan kai ghee hajam naa hoya kare.
8. Naihar(River) tailey ka er sehar tailey ka maanas khatarnaak ho sai.
9. Tadhke ka meeh er saanjh ka baiteu tailya nahi karte.
 
Kuch pure desi style mai,,,
Hope pehle post naa hoyi hongi,,,

1. Jo itni sudhi ho hai toh, cacha tauwaan kai e rah jaa hai.
2. Paathdey chadhde e raand hogi.
3. Gadhe ki laat ka er beer ki jaath ka koi bharosa nahi hondha.
4. Le jaa kainaagaitaan mai tukh fer k muh lekai aawegaa.
5. Police k peete ka er chamaashe ke repthe ka k bura maannaa.
6. Jee tai andhere mai e chamak jaaya karai.
7. Kutaan kai ghee hajam naa hoya kare.
8. Naihar(River) tailey ka er sehar tailey ka maanas khatarnaak ho sai.
9. Tadhke ka meeh er saanjh ka baiteu tailya nahi karte.

kilki pe kilki ,,,,de kilki........ kilkam kilki ,,,,mar kilki .......

kasuti khawaten
 
1. Kameena ka baalak touhaar ke din russa karai.
2. Gujaar k 100, Jaat ek 9 er maali k 2 kile barabar ho sai.
3. Jaatan ka budha, bhudaape mai bhigadya karai.
4. Apni raheeyan nai naa rondhi er Jeth ki jaayian nai rowai.
5. Chudhaa(Balmiki) rag dekh kai lath maarya karai.

dhakad & dhansu ................manda rahiye hatiye na ..........
 
Waa kya baat hai Sandeep Ji...thank yo so much for an important contribution. I'll see if i can add these in Wiki....or you can do it yourself.:)

Pahli 4 to maine khud add kar di hain wiki pe lekin baad wali 2 karne laga to wo pahle se hi add ki hooyi thi. Kya aapne add ki thi woh ? :confused:
 
Universal truth - Might is Right

.

जिसका जोरा, उसका गोरा - जिसकी लाठी, उसकी भैंस

जोरा - जोर, ताकत
गोरा - सीम (सीमा), जमीन

.
 
Mangal kholliye na jooda..budh pahariye na chooda
Matlab tuesday nai sir nahi dhona chahiye arr wednesday nai nayi chuddi nahi paharni chahiye :)
]
 
Back
Top