:rockek bar gaam me koi aadmi mar gaya. uske pass 17 cow thi. usne aapni vashiyat me likh diya ke meri sab cow me se nowa_nowa(9th) hisa mere 4 beto ko de dena. aur total cow ka aadha hisa meri ghar wali ko de dena . is tarhiya sari ki sari cow ka batwara ho jayaga ,are je batwara karan me unka joot baj jya te batwara THAMBU jat te karwa lena.Eb wo lage batwara karn. unka na to 9th hisa pura ho aur na aadha aur koi bhi kam cow lene ko razi na ho aur unka joot baj gaya. unne akhir me Thambu jat ko bula liya aur usne sab ka theek theek batwara kar diya. BATAO USNE NE KAISE BATWARA KIYA. kis ko kitni cow mili.