bhai ram ram.
warm welcome tera jatland pe
Waise yahan pe Haryana ke alawa Rajasthan, Delhi, MP, UP ke bhi Jat hai!! so why to put haryanwi dressed couple only ?? waise lehrate Kheton ki photo ka idea acha hai aur vo koi bhi PhotoGallary mein upload kar sakta hai!
waise suggestion ke liye thankooo!
Rock on
Jit