Bhaio Sonipat se MP ki ticket pe B.S.Hooda aur Virender Singh ka joot baj gaya hai. Virender kahta hai ke agar use ticket nahi diya gaya to vo istifa de dega aur hooda kahta hai ke agar viernder ko ticket diya gaya to vo istifa de daga.(ye NEWS Aaj Tak pe abhi abhi ayi hai)Kya aapko lagata hai ke ye baat puri hogi?Dono me se ek baat to pakki hai ke ya to Virender ko kicket milegi ya nahi. Ab dekho me kon sa istifa deta hai.Ye sirf inka natak hai koi bhi istifa nahi dega. Kyoki dono ko pata hai muskil se to bilil ke bhago chhikka tuta hai, agar istifa de diya to phir kisi kaam ke nahi rahenge.Sham tak AAMMA ki dat dapat kha ke chup ho jayenge.