prashantacmet
New member
मथुरा से तेजवीर सिंह, जाट नेता का टिकट काट हेमा मालिनी को दिया भाजपा ने
aree ooo kasai....kyoun kham-kha jhoot bolan ke paacche laag rya hai tu...
- pehle nu bata teri congress ne kis jaat ko ticket diya west UP tai.?... ek bhi naam?
- muzafaarnagar se harender malik ka ticket kaatkar gujjar surat verma ko de diya congress ne..jibb tere dard ni hua jo tu jatto ka itna hi himayti hai....
- RLD ne bijnor se jayaprada ko ticket diya jaat bahulya cchetar se waha BJP ne jaat ko diya tab tu nahi bolya...
- muzafaarnagar se sangeet saum (kaafi umeed thi isse ticket dene ki dange ke kaarna) ka ticket kaatkar naye jaat chehere sanjeev balyan ko ticket diya BJP ne tab tu nahi bolya
- RLD ne fathepur se amar singh thakur ko ticket diya, BJP ne jaat babulaal ko ticket diya tab tu nahi bolya
BJP ne sabse jyada jatto ko ticket diya west UP se..aur kisi party ne itne jatto ko ticket nahi diya...meri jaankari ke hisaab tai
- RLD ne 3 ko diya..wo bhi khud ko hi..ajeet singh khud hai baghpat se, usaka chorra hai mathura se aur rakesh tikait amroha se
- congress ne kisi ko nahi
- SP ne kisi ko nahi
- BSP ne bhi kisi ko nahi
- AAP ne 2 ko , somender dhaka baghpat aur yogesh dahiya saharanpur
BJP ne 5 ko..aankh khol ke padh le 5 ko ticket diya bhai mere 5 ko...satyapal singh baghpat, rajender advocate bijnor, sanjeev balyan muzaffar nagar, babulal sikri aur hemamalini mathura (jaat ke bahu hai hemamalini..jaat ke aayi jaatni kahlayi..samjha)..
jatto ko BJP ko vote dena chaiye west UP main..baaki sabki apni apni marzi
Last edited: