rakeshsehrawat
New member
yo tho bhai frist time suna hai maine ki asia bhi ho sakta well ye bathuwa kha milega sabzi mandi main mil jata hoga na
bhai
Chances hain mandi mein mil jaye lekin season bas khatam ho hi gaya hai. Nursuray walo ne laga rakha hoga to jarur mil jayega. Gehu ke saath suru hota hai aur sath hi khatam ho jata hai.