jitender_singh
New member
...aik jagah interview ho rya tha to ek chora nikla bahar interview dekar to aik haryane ke chorey ne poochha ke bhai kya poochh rahe to usne bataya ki india ka map dikhakar poochh rahe ki dilli kahan par hai ..
to bhai ne rat liya ki dilli kahan par hai ..
ibke uski baari aaye to examiner ne poochha ke ganga kahan se niklati hai
aur kahan tak jati hai bah bichara baht ghabraya ..fir bola ki ganga ka ke karna hai chhori hai muhalle main hi haandtee hogi ..
examiner bolya bewakoof ganga nadi ki baat kar raha hoon
tab tak ladka confident ho chuka tha usne kaha ke ganga ganga laga rakhi hai dilli ki poochh ganga main ke doob ke maregaa.