Ishq, Muhhabbat, Barbaadi

Status
Not open for further replies.
na raasta sujhayi deta hai
na manzil dikhayi deti hai
na lafz zubaan per aate hain
na dharkan sunayi deti hai
ek ajeeb si kaifiyat ne
aan ghera hai mujhe.
Ke har surat main.
teri surat dikhayi deti hai

kaka jinn de humne tu aare bhi pincher karan laag rehya se.....hehehe..:p :D

devdahiya said:
Yo ke kyan he nei ke naam de ga
Yo chhan na de sabhh nei ghaam de ga
Issne ke berra pyar kunnsi mulli ka naam sei
Yo chhori neei Ralle ka bharr kei ek draamm de ga

HA>>>HA>>>>HA>>>HA. RAKKASS SEI YU!
 
keshavdahiya said:
yeh milna aur bicharr jaana
kab apne bas ki baat hai
kismat hi milati hai hum ko
kismat hi juddai deti hai
har baar yeh hi hota hai
koi hume bataye to sahi
jo tum se nahi keh paate hai
dharkan se sunayi deti hai.

kyun raazi ho rehya se BJ tu bhai....tere te taaker na leta mein.......kham kha bhosun hun........kaali na maniye katti bhi.....;)

Keshu, the poet! yo te hamne bera-ae na tha ek tu shayar bhi hae...
Good , nice write up..:)
 
keshavdahiya said:
yeh milna aur bicharr jaana
kab apne bas ki baat hai
kismat hi milati hai hum ko
kismat hi juddai deti hai
har baar yeh hi hota hai
koi hume bataye to sahi
jo tum se nahi keh paate hai
dharkan se sunayi deti hai.

kyun raazi ho rehya se BJ tu bhai....tere te taaker na leta mein.......kham kha bhosun hun........kaali na maniye katti bhi.....;)

Ye milna to kismat ki bat hai
Aur bichhadana unke haath hai
Kya hua jo nahi kah payee unko
Dil ki har dharkan to unke sath hai
 
vijay said:
Ye milna to kismat ki bat hai
Aur bichhadana unke haath hai
Kya hua jo nahi kah payee unko
Dil ki har dharkan to unke sath hai

jab yaad aati hai tumhari muskura lete hai,
kuch palo ke liye har gam bhula dete hai,
kaise bhig sakti hai aapki palken,
aapke hisse ke aansu to hum baha lete hain.

bj datt jya ne marre yaar....baache ki jaan lega kya.....:D
 
Ye anshoo kisi bewafa ke liye nuhin hain
Ye to hamari sachi mohabbat ke liye hai
Ye palak nahin bheeg sakti kisi bewafa ke liye
Woh hamari jann humari khushi ke liye hai
 
vijay said:
Ye anshoo kisi bewafa ke liye nuhin hain
Ye to hamari sachi mohabbat ke liye hai
Ye palak nahin bheeg sakti kisi bewafa ke liye
Woh hamari jann humari khushi ke liye hai

muskan tere hotho pe ho to khushi mere dil me hoti hai,
agar dard tere dil ko ho to akhein meri roti hai,
aap mehsus karke dekho pyar aisa hi hota hai.....
 
keshavdahiya said:
muskan tere hotho pe ho to khushi mere dil me hoti hai,
agar dard tere dil ko ho to akhein meri roti hai,
aap mehsus karke dekho pyar aisa hi hota hai.....

Ye dard kahan mahsoos karoge tum
Ye to ek ahsash hai iss zindagi ka
Ye ankhen roti hui rahti hain har dum
Pyaar to ahsash hai ek bandagi ka
 
vijay said:
Ye dard kahan mahsoos karoge tum
Ye to ek ahsash hai iss zindagi ka
Ye ankhen roti hui rahti hain har dum
Pyaar to ahsash hai ek bandagi ka

vaade bhi usne kya khoob nibhaye hai,
zakhm muft aur dard tohfe me bhijwaye hai.
is se badhkar wafadari ki misaal kya hogi
maut se pehle vo kafan le aaye hai.
 
keshu ib tera kuch nahi ho sakta

bahut samjhaya is nasamaj ko mane
ye kis rah pe tu chal pada h
kaha tu apne nd saude ko chod ke dard ke piche pada h
me to kar chuki apna bahan ka farz ada par
tu ab baawlepan ki rah pe kaphi aage bad chuka h
humari best wishes tere saath h
jaldi aajana wapas tu wo rah teri taseer ke liye mafik nahi h:mad:

keshavdahiya said:
muskan tere hotho pe ho to khushi mere dil me hoti hai,
agar dard tere dil ko ho to akhein meri roti hai,
aap mehsus karke dekho pyar aisa hi hota hai.....
 
ritu said:
bahut samjhaya is nasamaj ko mane
ye kis rah pe tu chal pada h
kaha tu apne nd saude ko chod ke dard ke piche pada h
me to kar chuki apna bahan ka farz ada par
tu ab baawlepan ki rah pe kaphi aage bad chuka h
humari best wishes tere saath h
jaldi aajana wapas tu wo rah teri taseer ke liye mafik nahi h:mad:

dete ho kyu ye dard bas humi ko
kya samjoge tum in ankho k nami ko
yu to honge lakhon diwane is chand ke
chand kya mehsus karega ek tare k kami Ko

hehehe...datt jya bebe yu josh zindaaggi mein ek-e be chadhya karre..:D :p
maachan de iib ya chiiiss si bhi.....;)
 
Ek aur meri taraf te.... (kati original, kal hi likha tha :p:D)

Jungle Jungle baat chali hai pata chala hai
arey chaddi pehen ke phool khila hai phool khila hai
Jungle Jungle baat chali hai pata chala hai
arey chaddi pehen ke phool khila hai phool khila hai

Ek parinda hai sharminda, tha woh nanga
Haai is se to ande ke andar, tha woh changa
soch raha hai bahar aakhir kyon nikla hai
arey chaddi pehen ke phool khila hai phool khila hai

Jungle jungle pata chala hai chaddi pehen ke phool khila hai
Jungle jungle pata chala hai chaddi pehen ke phool khila hai
 
wahha waah- subhaan alaa

katti chandnaa sa karr diyaa satte tanne- iste original kadet nhi padhya!:D
nice composition.... carry on- u can b d future galib! ( buss ek paidi neeche se):p
mukarrar................................................:o
 
keshavdahiya said:
vaade bhi usne kya khoob nibhaye hai,
zakhm muft aur dard tohfe me bhijwaye hai.
is se badhkar wafadari ki misaal kya hogi
maut se pehle vo kafan le aaye hai.

Woh har waada nibhayenge eatbaar hai
Humare zakhmon ko aur bhi dukhayenge
Ye to adaa hai unki pyaar jataane ki
Unki har ek adaa pe jaan lutaayenge
 
vijay said:
Woh har waada nibhayenge eatbaar hai
Humare zakhmon ko aur bhi dukhayenge
Ye to adaa hai unki pyaar jataane ki
Unki har ek adaa pe jaan lutaayenge

dete ho kyu ye dard bas humi ko
kya samjoge tum in ankho ki nami ko
yu to honge lakhon diwane is chand ke
chand kya mehsus karega ek tare k kami Ko

tuussi gr8 ho ji......lekin mein to aapki dhuul bhi nahi hun.....
 
kaan pakad liye hain lyo...

har ek se baat karna FITRAT hai apki
har ek khush rahe HASRAT hai apki
koi apko YAAD kare ya na kare
hume chod kar sabko yaad karna aadat hai apki

aaj ke baad haath JODD liye hain....iissi shayrri karan ka paap nahi karunaga.....;) :p :D....
sabhi se haath jodd ke muaffi mangtte hue aur QUIT kartte hue.....mein apni tashriff yahan iss taage se bahar le jaa raha hun...TAKHLIYA...:cool:
 
ishq ehsas he jo ek dil se nikal ke
dusre dil ko chu jaata h
aur kuch sujhta nahi bus
har paal yaar ke khayalo me
ye bechara jhumta rahta h
oski yaad itni azeez mujhe
kise ke saath batna gawara nahi
hi kese ashqo me baho du me
ye yaad oski itni to bhari nahi
ashiqo ko lagti h duniya rangeen
registan me bhi samandar dekhte h
khush rahte h wo khayalo me kisi ke
aur har taraf khushiya batate rahte h
ishq jo na bana sake insan ko behatar
os ishq me baat hi nahi
ishq to hawan ko inssan banadata h

Status
Not open for further replies.
Back
Top