jaat connaught place mein

jessbasra

New member
howa aisa ki jaat ji pahunch gaye apni car le ke connaught place pe
ek dukaan pe sale ka board dekha er ghusan lage aur ek bhai se jo
gadi ke dhore khada tha bole- bhai ji 2 mint meri gadi ka dhyan rakho
me bas gaya aur aya.
wo bhai bola - Tum jante nahin me kaon hoon, main ek M P (member
Parliament hoo.
Jaaat saahab Bolle - Koibaat nahi mein phir bhi ap pe bharosa kar loonga
:):):o:rolleyes::D:D;);););)
 
हा हा हा हा बढ़िया स भाई जाट भाई भी कती सुधा माणस था जो महान चोरां पे भी भरोसा कर ले था |
 
Back
Top