jaat ek shahar me gaya

avesh

Member
Ek baar ek jaat ek shahar me gaya vahan par wo ek chai wale ki dukaan pe gaya aur bola ke chai bana de. chai wala chai banane lag gaya to vahan par jaat ka ek dost aa gaya to wo chai wale se bola ki chai 1/2 kar dena. jab wo chai wala chai do cup me daalne laga to jaat ka ek rishtedaar vahan par aa gaya to jaat bola ke 1/3 kar de to chai wale ne un teeno ko teen cup me chai de di. chai peene ke baad jaate samay jaat puchhne laga ke bhai kitne paise hue to chai wala bolne laga ke paise ki koi baat nahin hai tu bas ye cup hi dho de……:)
 
हा...हा...हा...चुटकुला तो बढ़िया है...बस जाट की जगह बनिया वगैरह कुछ लिख देना चाहिए था. जाट को कप धोने की कहके मरना है चायवाले को.
बहुत साल पहले की बात है, मैं बस स्टैंड पर खड़ा था. तभी 2 कानटूटे 100-100 किलो वजनी पहलवान भी वहां आ गए. गर्मियों के दिन थे, वे पानी की ठेली वाले तै पानी पीन लगे. कई-कई गिलास खींचगे दोनों. पानी वाले नै मांगे पीसे...अर पीसे मांगते ही उनमें तै एक पहलवान ने उस पानीवाले को काख में दबाके उसकी कमर में 2 कोहनी बिठाई अर बोल्या मेरी सासू के पानी पियान के पीसे मांग्या करै? वो सीन याद करके मेरे को आज भी कसुत्ती हंसी आ जा है. पानीवाला कोहनी लगते ही यूं फड़फड़ा रहा था ज्युंकर मुर्गा फड़फड़ाया करै कसाई कै फंसते ही.
 
bhai baat kuch jamee nahe

Ek baar ek jaat ek shahar me gaya vahan par wo ek chai wale ki dukaan pe gaya aur bola ke chai bana de. chai wala chai banane lag gaya to vahan par jaat ka ek dost aa gaya to wo chai wale se bola ki chai 1/2 kar dena. jab wo chai wala chai do cup me daalne laga to jaat ka ek rishtedaar vahan par aa gaya to jaat bola ke 1/3 kar de to chai wale ne un teeno ko teen cup me chai de di. chai peene ke baad jaate samay jaat puchhne laga ke bhai kitne paise hue to chai wala bolne laga ke paise ki koi baat nahin hai tu bas ye cup hi dho de……:)
bhai avesh jaat baniye wale baat naa karte ye kaam to baniye ke howe se...
 
Bhai vo jaat e tha.................iska dusra bhag yo hai ki jaat ne uski e chai pee aur uste e cup dhuaye........aur fir 10 rupees ki jagah 20 de diye.............

eb sare bhai razzi..........?????????.haahahahahahahahahahahahahaha
 
Back
Top