Jaat to mahan hain….
Dharti maan ke laal, hum kisaan hain
Jaat to mahan hain…
Garmi sardi sab sehte hain..
Kheton mein sona bote hain..
Apni mehnat se jeete hain..
Hum to balwaan hain..
Dharti maan ke laal, hum kisaan hain
Jaat to mahan hain..
Seema par khade hain seena taane..
Darna jhukna hum na jaane..
Dushman humse sada haar mane,
Hum dharti kee shaan hain..
Dharti maan ke laal, hum kisaan hain
Jaat to mahan hain..
Sub hum per karte yakeen hain..
Pyari humko apnee jameen hain..
Hum mehnatkash ek machine hain..
Hum bade dhairyvaan hain..
Dharti maan ke laal, hum kisaan hain
Jaat to mahan hain..
hats off to the great jaat community
we are the warriors..patriots...farmers..
Charanvir Singh Nain
Dharti maan ke laal, hum kisaan hain
Jaat to mahan hain…
Garmi sardi sab sehte hain..
Kheton mein sona bote hain..
Apni mehnat se jeete hain..
Hum to balwaan hain..
Dharti maan ke laal, hum kisaan hain
Jaat to mahan hain..
Seema par khade hain seena taane..
Darna jhukna hum na jaane..
Dushman humse sada haar mane,
Hum dharti kee shaan hain..
Dharti maan ke laal, hum kisaan hain
Jaat to mahan hain..
Sub hum per karte yakeen hain..
Pyari humko apnee jameen hain..
Hum mehnatkash ek machine hain..
Hum bade dhairyvaan hain..
Dharti maan ke laal, hum kisaan hain
Jaat to mahan hain..
hats off to the great jaat community
we are the warriors..patriots...farmers..
Charanvir Singh Nain