Jai Hind Janab

Status
Not open for further replies.

bhupindersingh

New member
Ek be raldu subinspecter daaru pe ke night duty pe chala gaya. .............
nashe me o kuuaye me pad gaya. ..................................
o ruke maran lagya ....bachao bachao....................
do constable gasht kar re they,unne aawaz suni ar kuua dhore aaye........
rassi ger ke raldu bahar khinchya,to dekha yo to SI sahab hai..........
rassi chhod ke donu ne salut kara "JAI HIND JANAB"...........
raldu dobara kuua me padgaya,dobara nikala ar salut kara.........
raldu pher padgaya,iie bar wo salut kare ar raldu kuua me jaave.........
to ek constable DSP sahab ne bula laya,ek bada afser hai,hamne salut ni
karna padega..................
raldu dobara bahar khinchya,raldu ne dekhya DSP sahab khade hai.......
usne tabhi kaha "JAI HIND JANAB",O PHER KUUA ME GAYA.
 
Ha..Ha.Ha... :p :p
Bhai Bhupinder,

Itnaa meetha or suthraa chutkala kit te laya ??

Kati javvar ke sukhee ood puuleeyaan main te aandey aalee kachreeii dhoond ke laya..

Bhai ghane haansee aa gayi hai aaj to... HHKLP ;) :p :) :p
Issey issey or aan do ..

Stay Tuned
Uday


bhupindersingh said:
Ek be raldu subinspecter daaru pe ke night duty pe chala gaya. .............
nashe me o kuuaye me pad gaya. ..................................
o ruke maran lagya ....bachao bachao....................
do constable gasht kar re they,unne aawaz suni ar kuua dhore aaye........
rassi ger ke raldu bahar khinchya,to dekha yo to SI sahab hai..........
rassi chhod ke donu ne salut kara "JAI HIND JANAB"...........
raldu dobara kuua me padgaya,dobara nikala ar salut kara.........
raldu pher padgaya,iie bar wo salut kare ar raldu kuua me jaave.........
to ek constable DSP sahab ne bula laya,ek bada afser hai,hamne salut ni
karna padega..................
raldu dobara bahar khinchya,raldu ne dekhya DSP sahab khade hai.......
usne tabhi kaha "JAI HIND JANAB",O PHER KUUA ME GAYA.
 
ek aur lo

ek bar ek ladki ne college ke natak me bua ka role kar diya...................
usne kati kasuti acting kari................................
aagle din wa college me gayi to saare usne" bua ji...bua ji" kahan lage........
wo jade bhi jaave,sabhi''bua ji namste....bua ji namste"............................
wo preshan hoke director ke paas gayi"''may i come in sir".............
director majak ke mood me bolya" aao bua ji".................................
ladki ne sochya pure kua me bhang mil ri............................
director ne thoda serious ho ke kaha" bol beti ke baat hai'...............
usne kaha"sir sabhi mujhe bua ji bulate hai".......................
director bolya" kal sab ne dekh lu ga"...............
college me notice lag gaya"kal 9 baje saare students auditorium me aajiyo"...
agle din saare students auditorium me kathe hoge...............................
director aaya aur kaha"jo es ladki ne bua ji kave,haath khade kar lo"......
pure college ne haath khade kar liye......per ek ladke ne haath ni thaya....
director ne bulaya aur poocha"tu es ladki ko bua kyo ni kahata"............
usne kaha"'ji me to ni kah sakta"....................................
director ne kaha"bhai tu to bada sudha,bata to tu bua kyo ni kahnda".....
ladke ne sharmate hue kaha'"ji me poore college ka phoopha laago '"............
 
Great One

Bhai Bhoopi,

Kya Baat He....aagle Din Tein Kihe Ne Bua Nahin Kahi Hogi.....ha...ha...ha..............................lagge Raho...bahoot Badhiya.


Dev
 
Hahahahahahahahahahahahahaha............................................Ara Mar gey bhai HHPPG. Dono Aandi aaley they. Or aan do..............
 
Soild.. Kyaa Baat hai.. :p :)
Bhai Bahu ND..ar kati Desi.. :)

issey issey to aur aan de...

StayTuned
Uday


bhupindersingh said:
ek bar ek ladki ne college ke natak me bua ka role kar diya...................
usne kati kasuti acting kari................................
aagle din wa college me gayi to saare usne" bua ji...bua ji" kahan lage........
wo jade bhi jaave,sabhi''bua ji namste....bua ji namste"............................
wo preshan hoke director ke paas gayi"''may i come in sir".............
director majak ke mood me bolya" aao bua ji".................................
ladki ne sochya pure kua me bhang mil ri............................
director ne thoda serious ho ke kaha" bol beti ke baat hai'...............
usne kaha"sir sabhi mujhe bua ji bulate hai".......................
director bolya" kal sab ne dekh lu ga"...............
college me notice lag gaya"kal 9 baje saare students auditorium me aajiyo"...
agle din saare students auditorium me kathe hoge...............................
director aaya aur kaha"jo es ladki ne bua ji kave,haath khade kar lo"......
pure college ne haath khade kar liye......per ek ladke ne haath ni thaya....
director ne bulaya aur poocha"tu es ladki ko bua kyo ni kahata"............
usne kaha"'ji me to ni kah sakta"....................................
director ne kaha"bhai tu to bada sudha,bata to tu bua kyo ni kahnda".....
ladke ne sharmate hue kaha'"ji me poore college ka phoopha laago '"............
 
its great

bhai is raldu ne khaden ka koi to rasta nikalo na te yo te gaya

kuch to mkaro dahiya sab

joke te kati kamal ka tha ha haa haaa.....
 
mazza aa gya ....nd sey bhayee ..........haha
fufa aala rey ..........nd sey .............
 
Bhupender bhai tamney toh katai jhotte ki jebdi si khol di ...
arr bhai nu kahoon donnu ke donnu ghane i badhiya they ...
 
maja aa gaya

bhupindersingh said:
ek bar ek ladki ne college ke natak me bua ka role kar diya...................
usne kati kasuti acting kari................................
aagle din wa college me gayi to saare usne" bua ji...bua ji" kahan lage........
wo jade bhi jaave,sabhi''bua ji namste....bua ji namste"............................
wo preshan hoke director ke paas gayi"''may i come in sir".............
director majak ke mood me bolya" aao bua ji".................................
ladki ne sochya pure kua me bhang mil ri............................
director ne thoda serious ho ke kaha" bol beti ke baat hai'...............
usne kaha"sir sabhi mujhe bua ji bulate hai".......................
director bolya" kal sab ne dekh lu ga"...............
college me notice lag gaya"kal 9 baje saare students auditorium me aajiyo"...
agle din saare students auditorium me kathe hoge...............................
director aaya aur kaha"jo es ladki ne bua ji kave,haath khade kar lo"......
pure college ne haath khade kar liye......per ek ladke ne haath ni thaya....
director ne bulaya aur poocha"tu es ladki ko bua kyo ni kahata"............
usne kaha"'ji me to ni kah sakta"....................................
director ne kaha"bhai tu to bada sudha,bata to tu bua kyo ni kahnda".....
ladke ne sharmate hue kaha'"ji me poore college ka phoopha laago '"............

haaaaaaaaa...........haaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
wah bhupi bhai kati ji saa aa gaya, raldu bahar bhi aaya ya nahi, aur phoopha ka ke hoya...................
 
ek aur lo

:) :) bhai laage mere chutkale ghane pasand aagye,issi baat pe ek aur lo


:) ek bar bhundu ar sundu chhati (6th) class me padte they...........

dono pakke dost they,bundu intelligent thaa,sundu nikkama thaa........
ek bar master ji ABCD.... sunan laage,A for apple,apple mene seb........
jab M ka no. aaya to bundu ka nu. aagya.................................
vo bolya"M mene my mother ,meri mother ka matlab hai meri maa.......
to M ka matlab hoya meri maa....................................
w kano aaya ,to sundu ki baari thii......................
wo bolya"ji M ka matlab bundu ne bataya thaa ji meri maa...........
master ne puchhaya to W ka ke matlab hai........
sundu bolya"ji yaa hai to bundu ki maa,per koi esne mundi(inversed) maar gaya.....
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top