Ek baar ek jat aur 3 baniye kahi ghuamne chale gaye aur jakar dharmshala mei ruk gaye.
Sham ko unhone 5 kilo laddu kharid liye aur bole ke raat ko jise bhi sabase badiya supna dikhega wo hi sabse jyada laddu khawega, aur charo so gaye..
Ab Jat ku neend na aawe, raat ko uth gaya aur sare laddu kha kar so gaya..
Subah charo udhe aur apana apana supna batane lage.. pahle baniye bola ke main bas jannat mei tha... dusara bola ki main chhate asman pe aur teesra bola ki main satve asma pe tha...
Ab unhone Jat se puchha ki tu bata bhai..
Jat bola ke supna kaha se aata, raat ko hanuman ji aa gaye aur bole ki kya kar raha hai laddu dhore rakh ke aur mere yo di gada aur bole ki chal kha laddu... maine darke do ek khaye, fer di gada aur bole ke aur kha.. aur aise hi karke sare khuwa diye...
Baniye bolle to hume hank (aawaj) mar leta, Jat bola hank to bahut mari par tume sunati kaha se, ek jannat mei tha, ek chhate asaman pe aur ek satve....